SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-naa-paa.edaar"
Ghazal MATCHES FOR "aalam-e-naa-paa.edaar"
Ghazal
tuu paa.edaar aalam-e-naa-paa.edaar me.n
baaqii fanaa nasiib hai.n is KHaak-zaar me.n
Mukhlis Musavviri
Ghazal
saa.nso.n pe iKHtiyaar na duniyaa kaa e.atibaar
fitrat yahii hai aalam-e-naa-paa.edaar kii
Ashfaq Qalaq
Ghazal
be-baqaa hai aalam-e-naa-paa.edaar
kuchh nahii.n duniyaa-e-faanii kuchh nahii.n
Shaheer Machlishahri
Ghazal
lagtaa nahii.n hai dil miraa uj.De dayaar me.n
kis kii banii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye iKHtiyaar me.n hai na vo iKHtiyaar me.n
kyaa bebasii hai aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Raja Abdul Ghagoor Jauhar Nizami
Ghazal
laataa hai kaun shor-e-nafas ko shumaar me.n
sab jii rahe hai.n aalam-e-naa-paa.edaar me.n
Zia Faooqui
Ghazal
ik daaG hii sahii Thahar ai marg-e-naa-gahaa.n
le jaa.e.n kuchh to aalam-e-naa-paa.edaar se
Sirajuddin Zafar
Ghazal
hangaama garm hasti-e-naa-paa.edaar kaa
chashmak hai barq kii ki tabassum sharaar kaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
sivaa.e zaat-e-KHudaa sab ke vaaste hai fanaa
sabaat-e-hasti-e-naa-paa.edaar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
habaab maujo.n pe ubhraa to aah bhar ke kahaa
rahiin-e-hastii-e-naa-paa.edaar ham bhii hai.n
Zabt Sitapuri
Ghazal
KHumaar-e-hastii-e-naa-paa.edaar dekh chukaa
chalaa huu.n josh me.n phir saaGar-o-subuu ke liye
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
har ek rang me.n ye markaz-e-ham-o-Gam hai
ma.aal-e-hastii-e-naa-paa.edaar kyaa dekhe.n
Jauhar Zahiri
Ghazal
duniyaa se 'yaas' jaane ko jii chaahtaa nahii.n
allaah re husn gulshan-e-naa-paa.edaar kaa
Yagana Changezi
Ghazal
bahaar aa.egii phir 'yaas' naa-umiid na ho
abhii to gulshan-e-naa-paa.edaar baaqii hai
Yagana Changezi
Ghazal
kaT jaa.e pattaa kab varaq-e-rozgaar kaa
kyaa e'tibaar hasti-e-naa-paa.edaar kaa
Shola Kararvi
Ghazal
aayaa hai tuu jahaa.n me.n misaal-e-sharaar dekh
dam de na jaa.e hastii-e-naa-paa.edaar dekh