SEARCH RESULTS
Showing search results for "aalam-e-naa-paa.edaar"
Nazm MATCHES FOR "aalam-e-naa-paa.edaar"
Nazm
ba-yaad-e-aKHtar shirani
paTak ke jaam zamaane kii be-sabaatii par
nishaan-e-hastii-e-naa-paa.edaar chho.D gayaa
Nayyar Wasti
Nazm
wardat
nishaan-e-hastii-e-naa-paa.edaar baaqii hai
kisii kaa naam kisii kaa mazaar baaqii hai
Mehdi Machli Shahri
Nazm
hum
hayaat-e-naa-paa.edaar kii ek ek saa.at
chaman kii hai.at sa.nvaarne me.n guzaar dii hai
Zia Jalandhari
Nazm
mazdur ki zindagi
haa.e vo mazduur jis ke paa.e himmat par nisaar
sa.ng-dil sarmaaya-daarii kaa sar-e-naa-paa.edaar
Shatir Hakeemi
Nazm
mujassama
hayaat-e-naa-paa.edaar ke marsiye sunaate
mire badan kii amiiq sardii ko sard se sard-tar banaate
Aziz Tamannai
Nazm
gulha-e-aqidat
aarzuu me.n terii ai gul-posh shahzaadii na puuchh
kaise aalam-taab sardaaro.n ke sar jaate rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
numaish mein
vo kuchh doshiizgaan-e-naaz-parvar
kha.Dii hai.n ik bisaatii kii dukaa.n par
Asrarul Haq Majaz
Nazm
kya ishq ek zindagi-e-mustaar ka
kyaa ishq ek zindagii-e-musta.aar kaa
kyaa ishq paa.edaar se naa-paa.edaar kaa
Allama Iqbal
Nazm
shikast-e-wafa
aah naa-paa.edaar the kitne
jaise zulmat me.n ho.n numuud-e-sharaar
Zafar Ahmad Siddiqi
Nazm
hinDola
KHabar na burd ba-rustam kase ki sohraabam
na puuchh aalam-e-kaam-o-dahan nadiim mire
Firaq Gorakhpuri
Nazm
tark-e-daryuza
aalam-e-paak kahaa.n KHaak kahaa.n
ab na phailaau.ngaa mai.n dast-e-savaal
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
gurez
ajiib aalam-e-afsurdagii hai ruu-ba-faroG
na jab nazar ko taqaazaa na dil tamannaa.ii
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
sadma ye shaaq aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
jahan-e-nau
jahaa.n ki Gam kii ghaTaa ruuh pe na chhaane paa.e
jumuud aalam-e-ehsaas par na aane paa.e