SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaraasta"
Ghazal MATCHES FOR "aaraasta"
Ghazal
lab-kushaa.ii pe khulaa us ke suKHan se iflaas
kitnaa aaraasta vo atlas-o-baanaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
lucknow me.n phir hu.ii aaraasta bazm-e-suKHan
baad muddat phir hu.aa zauq-e-Gazal-KHvaanii mujhe
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
huur aa.e KHuld se to biThaa.uu.n kahaa.n use
aaraasta ho ek to konaa mazaar kaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
aaj bhii garm hai baazaar jafaa-kaaro.n kaa
kal bhii aaraasta thii un kii dukaa.n aaj bhii hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
jo kuchh ki hai duniyaa me.n vo insaa.n ke liye hai
aaraasta ye ghar isii mehmaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ik jalva KHaal-o-KHat se bhii aaraasta sahii
vaamaandagi-e-zauq-e-tamaasha na chaahiye
Asghar Gondvi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
raate.n KHayaal-o-KHvaab se aaraasta rahii.n
pahluu me.n ek anjuman-aaraa bhii dost thaa
Ishrat Qadri
Ghazal
husn-e-aaraasta qudrat kaa atiyya hai magar
kyaa miraa ishq-e-jigar-soz KHudaa-daad nahii.n
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Bekhud Dehlvi
Ghazal
vo bhii kyaa shaKHs hai jo qasr-e-tasavvur me.n mujhe
roz aaraasta kartaa hai mazaaro.n kii tarah
Syeda Nafis Bano shama
Ghazal
be-KHvaab vahshato.n ko sulaane ke vaaste
aaraasta hai.n aaj bhii bistar jale hu.e
Mushir Jhanjhanvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rah ki dil me.n Thahar tere vaaste
aaraasta har ek makaa.n har makaa.n durust
Dagh Dehlvi
Ghazal
hogii ab aaraasta turbat shahiid-e-naaz kii
chaadar-e-gul bichhtii hai sham-e-mazaar aane ko hai
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
bazm aaraasta hogii to numaayaa.n ho.nge
kisii tanhaa.ii me.n shaayad hai.n nihaa.n tum aur mai.n