SEARCH RESULTS
Showing search results for "aaraasta"
Nazm MATCHES FOR "aaraasta"
Nazm
andha kabaadi
chamak uTThe.n lab o ruKHsaar o gardan
jaise nau-aaraasta duulho.n ke dil kii hasrate.n
Noon Meem Rashid
Nazm
numaish-e-aligarh
vo aaraasta saaf suthrii dukaane.n
kahii.n par hai nazzaara kaariigarii kaa
Shakeel Badayuni
Nazm
nur-jahan ka mazar
aaraasta jin ke liye gulzaar o chaman the
jo naazukii me.n daaG dah-e-barg-e-saman the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
ek actress
nadaamat ke TuuTe hu.e aa.nsu.o.n ne
tabassum ko aaraasta kar diyaa hai
Naresh Kumar Shad
Nazm
ek sitara aadarsh ka
KHol apne to.Dte hai.n
aur be-rahbarii hii aahista-KHiraam
Shafiq Fatima Shera
Nazm
shairi ki kitab
ek bujhte hu.e KHvaab kii raushnii
KHuubsuurat dukaano.n ke aaraasta shelf me.n
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
git
sub.h yuu.n os se aaraasta thii.n
har taraf motiyo.n kii jaise tanii hu.ii la.Diyaa.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
diwali
ye jhamakkaa kar chukaa aaraasta jab taaq duur
sahn se ziine pe dau.Daa aur pahu.nchaa baam par
Shaad Aarfi
Nazm
KHwab
kisii bikhartii hu.ii daastaan sii zulfe.n
kisii gulaab se aaraasta tape hu.e gaal
Sadiya Safdar Saadi
Nazm
(1) parliament
ek aaraasta band kamra
jis ke darvaaze KHaarzaar kii taraf khulte hai.n
Muneer Ahmad Firdaus
Nazm
basant ki aamad
gulshano.n me.n hai.n uruusaan-e-bahaar aaraasta
gulban-o-naKHl-o-nihaal-o-shaaKHsaar aaraasta
Mela Ram Wafa
Nazm
lekin
KHud-kalaamii me.n basar kartaa huu.n bojhal lamhe
aur aaraasta hotii hai KHayaalii mahfil