SEARCH RESULTS
Showing search results for "aasuuda"
Ghazal MATCHES FOR "aasuuda"
Ghazal
hamaare shauq ke aasuuda-o-KHush-haal hone tak
tumhaare aariz-o-gesuu kaa saudaa ho chukaa hogaa
Jaun Eliya
Ghazal
teraa 'aashiq na ho aasuuda ba-zer-e-tuubaa
KHuld me.n bhii tire kuuche kii havaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aasuuda rahne kii KHvaahish maar ga.ii varna
aage aur bahut aage tak jaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Mazhar Imam
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
hariim-e-naaz me.n us kii rasaa.ii ho to kyuu.nkar ho
ki jo aasuuda zer-e-saaya-e-diivaar ho jaa.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
lazzat-e-dard se aasuuda kahaa.n dil vaale
hai.n faqat dard kii hasrat me.n karaahe jaate
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
ik KHvaab kaa ehsaa.n bhii uThaa.e nahii.n uThtaa
kyaa kahiye ki aasuuda-e-aazaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
'adam' dil kho ke aasuuda nahii.n ham
buraa thaa yaa bhalaa kaam aa rahaa thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
phir na aa.e jo hu.e KHaak me.n jaa aasuuda
Gaaliban zer-e-zamii.n 'miir' hai aaraam bahut
Meer Taqi Meer
Ghazal
itne aasuuda kinaare nahii.n achchhe lagte
ek hii jaise nazaare nahii.n achchhe lagte
Yasmeen Hameed
Ghazal
ko.ii aasuuda nahii.n ahl-e-siyaasat ke sivaa
ye sadii dushman-e-arbaab-e-hunar lagtii hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
apne TuuTe hu.e KHvaab kii kirchiyaa.n
terii aasuuda aa.nkho.n me.n bhar jaa.uu.ngaa
Mazhar Imam
Ghazal
bharuu.n mai.n rang na.e muzmahil tamannaa me.n
udaas raat ko aasuuda-e-bahaar karuu.n
Ahmad Hamdani
Ghazal
aasuuda jis qadar vo hu.aa mujh ko o.Dh kar
kal raat us ke jism kii chaadar bhii mai.n hii thaa
Qateel Shifai
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
tuuba-e-jannat se us ko kaam kyaa hai huur-vash
jo ki hai.n aasuuda saa.e me.n tirii diivaar ke