SEARCH RESULTS
Showing search results for "aatish-baaz"
Ghazal MATCHES FOR "aatish-baaz"
Ghazal
gayaa nazar se jo vo garm tifl-e-aatish-baaz
ham apne chehre pe u.Dtii havaa.iyaa.n dekhii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHaanmaan-e-aashiqaa.n duukaan-e-aatish-baaz hai
sho.ala-ruu jab ho ga.e garm-e-tamaashaa jal gayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
chho.D dete hai.n qalam juu.n qalam-e-aatish-baaz
mirii sharh-e-tapish-e-dil kii kitaabat vaale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
tamaashaa-gar ye aatish-baaz saare be-KHabar hai.n
jo phailii aag ibrat-naak KHaak u.Dtii rahegii
Kamran Nafees
Ghazal
ibtidaa phir se hai ek aur safar kii 'aatish'
ba.ad marne ke bhale pairo.n se juute nikle
Aatish Indori
Ghazal
kis giraftaar-e-qafas kii aah-e-aatish-baar se
bijliyaa.n girne lagii hai.n KHaana-e-sayyaad par
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
dil dha.Dak jaate hai.n bas ik husn kii a.ng.Daa.ii par
aaj 'aatish' kii vahii hamraaz hai urdu Gazal
Aatish Muradabadi
Ghazal
jis kii har baat pe thaa mujh ko bharosa 'aatish'
vo mujhe chho.D ke jaa.e to ko.ii baat nahii.n
Aatish Muradabadi
Ghazal
jaam mai miinaa hai 'aatish' saath me.n hai saaqiyaa
ab na ko.ii aa.e bas in mastiyo.n ke darmiyaa.n
Aatish Muradabadi
Ghazal
tuu mashq-e-baaz kar dil-e-parvaana hai bahaar
betaabii-e-tajallii-e-aatish-ba-jaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
un se kahaa ki sidq-e-mohabbat magar daroG
kahne lage ye sach hai ki har tarah par daroG
Qalaq Merathi
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
kyo.n mire baad mire vaaste girya kiije
kachchii diivaar thii KHud baiTh ga.ii kyaa kiije