SEARCH RESULTS
Showing search results for "abr-e-gurezaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "abr-e-gurezaa.n"
Ghazal
paara-e-abr-e-gurezaa.n the ki mausam apne
duur bhii rahte magar paas bhii aate jaate
Naseer Turabi
Ghazal
abr-e-gurezaa.n mujh par bhii bas ek nazar
raah me.n terii sadiyo.n pyaasaa sahraa huu.n
Suleman Khumar
Ghazal
tishnagii se bhii mujhe kaif mayassar aataa
kaash mil jaataa ko.ii abr-e-gurezaa.n mujh se
Bilal Saharanpuri
Ghazal
har dost jahaa.n abr-e-gurezaa.n kii tarah hai
ye shahr kabhii shahr hamaaraa bhii kabhii thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
hausle detaa hai ye abr-e-gurezaa.n kyaa kyaa
zinda huu.n dasht me.n ham us ke sahaare jaise
Irfan Siddiqi
Ghazal
ham kis se kare.n sho.alagii-e-mehr kaa shikva
ai abr-e-gurezaa.n to Thahar bhii nahii.n jaataa
Vali Madni
Ghazal
kyaa jaaniye kyo.n dhuup nikal aa.ii achaanak
jo sar pe hai vo abr-e-gurezaa.n to nahii.n hai
Khalid Sajjad
Ghazal
Ehtisham Akhtar
Ghazal
kyaa abr-e-gurezaa.n se shikaayat ho ki dil me.n
sahraa hii kuchh aisaa hai ki tar ham nahii.n hote
Irfan Siddiqi
Ghazal
un kii niichii nazar kaa ochhaa tiir
dil me.n hai misl-e-umr-e-KHizr daraaz
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
labrez ho chukaa hai paimaana zindagii kaa
sun jaa.o ab bhii aa kar afsaana zindagii kaa
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
ai 'abr' meraa to.D diyaa rishta-e-hayaat
ho kar shikast va.ada-e-be-e'tibaar ne
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
ham se gurez ham se ye be-e.atinaa.iyaa.n
ai dost bul-havas kaa to armaa.n nahii.n hai.n ham
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
kaun ab kashmakash-e-ziist se de mujh ko najaat
kar chukaa hai miraa qaatil nazar-andaaz mujhe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
vahii azkaar-e-havaadis vahii Gam ke qisse
'abr' kyaa is ke sivaa hai tire afsaano.n me.n
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
duniyaa ho 'abr' yaa vo adam ho ki bazm-e-hashr
un kii hii justujuu me.n rahe ham jahaa.n rahe
Abr Ahsani Ganauri
Ghazal
dast-e-junuu.n ko chhe.D na Gairat-dah-e-bahaar
daaman se jaa mile na garebaa.n liye hu.e