SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaa-e-naaz"
Ghazal MATCHES FOR "adaa-e-naaz"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
kis mo.D par hai.n aaj ham ai rahguzaar-e-naaz
ab dard kaa mizaaj kisii ham-suKHan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
zo'm thaa jis ko 'rishii' husn-e-adaa-e-naaz par
aa.ina dekhaa to apnii hii nazar se Dar gayaa
Rishi Patialvi
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
is kaaT ke na tiir na shamshiir na kaTaar
teG-e-adaa-e-naaz saa hamvaar kaun hai
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa phir kisii ne qarz-e-muravvat adaa kiyaa
kyuu.n aa.nkh be-savaal hai dil phir dukhaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
ham itnii duur kahaa.n the ki phir palaT na sake.n
savaad-e-shahr se ko.ii sadaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
aage hariim-e-Gam se ko.ii raasta na thaa
achchhaa hu.aa ki saath kisii ko liyaa na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
andesha bas itnaa hii rahaa dasht-e-talab me.n
bhar aa.e kahii.n aa.nkh 'adaa' tishna-labii se
Ada Jafarey
Ghazal
jab dil kii rahguzar pe tiraa naqsh-e-paa na thaa
jiine kii aarzuu thii magar hausla na thaa
Ada Jafarey
Ghazal
ko.ii KHabar bhii na bhejii bahaar ne aate
ki ham bhii qismat-e-mizhgaa.n sa.nvaarne aate