SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaa-e-naaz"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adaa-e-naaz"
Sher
adaa-o-naaz kaa us ke kabhii javaab na thaa
vo jab bhii fitna thaa jab aalam-e-shabaab na thaa
Mah Lakhnavi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Sher
adaa-o-naaz o karishma jafaa-o-jaur-o-sitam
udhar ye sab hai.n idhar ek merii jaa.n tanhaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adaa-e-naaz"
Kulliyat
be-KHud us mast-e-adaa-o-naaz bin rahte hai.n ham
aalam apnaa dekhiye to aalam-e-diigar hai ab
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis mo.D par hai.n aaj ham ai rahguzaar-e-naaz
ab dard kaa mizaaj kisii ham-suKHan saa hai
Ada Jafarey
Ghazal
zo'm thaa jis ko 'rishii' husn-e-adaa-e-naaz par
aa.ina dekhaa to apnii hii nazar se Dar gayaa
Rishi Patialvi
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
is kaaT ke na tiir na shamshiir na kaTaar
teG-e-adaa-e-naaz saa hamvaar kaun hai
Tameezuddin Tameez Dehlvi
Nasri Nazm
adaa-e-naaz se pankh apne lahraa.e.n
tumhe.n dekh dekh zer-e-lab muskuraa.e.n
Asif Ahmad Aasi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
kyaa phir kisii ne qarz-e-muravvat adaa kiyaa
kyuu.n aa.nkh be-savaal hai dil phir dukhaa hai kyaa
Ada Jafarey
Ghazal
palko.n talak aa pahu.nche na kirno.n kii tamaazat
ab tak to 'adaa' aa.ina-bardaar bahut hai.n
Ada Jafarey
Ghazal
ham itnii duur kahaa.n the ki phir palaT na sake.n
savaad-e-shahr se ko.ii sadaa nahii.n aa.ii
Ada Jafarey
Ghazal
Ada Jafarey
Nazm
naqsh-bar-ab
aabgiine ye bahut naazuk-o-naa-rustaa hai.n
mauj kii god me.n taa-der nahii.n rah sakte
Ada Jafarey
Ghazal
dil ko bhii ik jaraahat-e-dil ne ataa kiyaa
ye hausla ki apne tamaashaa.iyo.n me.n thaa
