SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaavato.n"
Ghazal MATCHES FOR "adaavato.n"
Ghazal
adaavato.n ne mujhe e'timaad baKHshaa hai
mohabbato.n ne to kaaTaa hai raasta meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kuduurato.n ke darmiyaa.n adaavato.n ke darmiyaa.n
tamaam dost ajnabii hai.n dosto.n ke darmiyaa.n
Pirzada Qasim
Ghazal
adaavato.n me.n bhii iblaaG kii zaruurat hai
ki guftuguu ke liye raabta zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
Ghazal
adaavato.n me.n jo KHalq-e-KHudaa lagii hu.ii hai
mohabbato.n ko ko.ii bad-du.aa lagii hu.ii hai
Faisal Ajmi
Ghazal
Kashif Rafiq
Ghazal
thakan kii gard se KHush-ra.ng aahaTo.n me.n aa
adaavato.n ko bhulaa de mohabbato.n me.n aa
Jazib Quraishi
Ghazal
rahii hai parda-e-ulfat me.n maslahat kyaa kyaa
adaavato.n me.n hu.ii hai mufaahamat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
adaavato.n kii mauj jis zamii.n pe bo ga.ii namak
ugegaa sabza-zaar us jagah ye hai muhaal saa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
Aila Tahir
Ghazal
adaavato.n me.n na.e rang bhar rahaa thaa vo
baGal me.n saa.np the aur zer-e-aastii.n thii aag
Faqeeh Haidar
Ghazal
adaavato.n kaa ye us ko sila diyaa ham ne
anaa ko us kii hamii.n me.n Dubaa diyaa ham ne
Asra Rizvi
Ghazal
piichhe pa.Daa hai sab ke jo parchhaa.iyo.n kaa paap
ham se adaavato.n kii vo aadat bhii le na jaa.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
Mariyam Fatima
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
adaavato.n kaa yuu.n aaGaaz-e-iKHtitaam kare.n
aduu mile to use KHair se salaam kare.n
ruKHsaar Nazimabadi
Ghazal
Shamshad shaad
Ghazal
adaavato.n kii fazaa kah rahii hai ro ro kar
vatan kaa chehra-e-raushan na daaG-daar karo
Tariq Mustafa
Ghazal
ye Gam kii bhii.D aur ye duniyaa ke raaste
un kii inaayato.n ke sivaa aur kuchh nahii.n