SEARCH RESULTS
Showing search results for "adaavato.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "adaavato.n"
Ghazal
adaavato.n ne mujhe e'timaad baKHshaa hai
mohabbato.n ne to kaaTaa hai raasta meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
kuduurato.n ke darmiyaa.n adaavato.n ke darmiyaa.n
tamaam dost ajnabii hai.n dosto.n ke darmiyaa.n
Pirzada Qasim
Sher
adaavato.n ke liye mere paas vaqt kahaa.n
mohabbato.n ke liye hii ye zindagii kam hai
Rahmatullah khan
Ghazal
adaavato.n me.n bhii iblaaG kii zaruurat hai
ki guftuguu ke liye raabta zaruurii thaa
Dr. Yasin Aatir
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "adaavato.n"
Sher
adaavato.n me.n jo KHalq-e-KHudaa lagii hu.ii hai
mohabbato.n ko ko.ii bad-du.aa lagii hu.ii hai
Faisal Ajmi
Ghazal
adaavato.n me.n jo KHalq-e-KHudaa lagii hu.ii hai
mohabbato.n ko ko.ii bad-du.aa lagii hu.ii hai
Faisal Ajmi
Ghazal
Kashif Rafiq
Nazm
mera KHwab thin jo mohabbaten
ka.ii ranj bhii hai.n nadaamato.n se mile hu.e
ka.ii shahr bhii hai.n adaavato.n se bhare hu.e
Fauziya rabab
Ghazal
thakan kii gard se KHush-ra.ng aahaTo.n me.n aa
adaavato.n ko bhulaa de mohabbato.n me.n aa
Jazib Quraishi
Ghazal
rahii hai parda-e-ulfat me.n maslahat kyaa kyaa
adaavato.n me.n hu.ii hai mufaahamat kyaa kyaa
Khursheed Rizvi
Ghazal
adaavato.n kii mauj jis zamii.n pe bo ga.ii namak
ugegaa sabza-zaar us jagah ye hai muhaal saa
