SEARCH RESULTS
Showing search results for "adnaan"
Ghazal MATCHES FOR "adnaan"
Ghazal
be-gharii 'adnaan' ba.Dh jaatii hai kyo.n
jab kisii ke dil me.n ghar kartaa huu.n mai.n
Adnan Munawar
Ghazal
Dhuu.nDne vaale pareshaan bahut hai.n 'adnaan'
kyaa ye mumkin hai ko.ii vaisaa KHudaaraa ho jaa.e
Adnan Khalid
Ghazal
ik na.e zaKHm kii hai dil ko zaruurat 'adnaan'
ab puraane se nahii.n kaam chalaayaa jaataa
Adnan Munawar
Ghazal
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
Adnan Munawar
Ghazal
samajh chukaa huu.n mai.n lahje kii silvaTe.n 'adnaan'
so jaantaa huu.n mulaaqaat aaKHrii hu.ii hai
Adnan Khalid
Ghazal
Adnan Mohsin
Ghazal
ronaa to hai aasaa.n mujhe ha.nsnaa ho to bolo
mushkil hai jo bhii kaam vo 'adnaan' kare.nge
Adnan Ali
Ghazal
tamaam shahr kii nazre.n usii pe hai.n 'adnaan'
ki jis ke naam pe rakkhaa hu.aa hai naam tiraa
Adnan Khalid
Ghazal
tasavvuraat me.n jaarii rahaa safar 'adnaan'
judaa hu.ii.n na kisii mo.D par tirii aa.nkhe.n
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
Adnan Mohsin
Ghazal
mai.n to kahtaa huu.n ki shaagird ho mujh saa 'adnaan'
mere ustaad ke jaisaa ko.ii ustaad nahii.n
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
sitam-zariifii-e-haalaat ke sabab 'adnaan'
jo shaKHs mom kii suurat thaa ho gayaa patthar
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
sunaa 'adnaan' aate hai.n Tahalne roz gulshan me.n
umiid-e-ik-nazar par ab nikal aayaa hai diivaana
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
yahii raqiib se mil kar lagaa mujhe 'adnaan'
vo mere saath rahegii agar zahii.n hogii
Adnan Khalid
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai