SEARCH RESULTS
Showing search results for "afadi adab ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "afadi adab ebooks"
Ghazal
jab ishq sikhaataa hai aadaab-e-KHud-aagaahii
khulte hai.n Gulaamo.n par asraar-e-shahanshaahii
Allama Iqbal
Ghazal
Haneef Kaifi
Ghazal
idraak ke ye dukh ye azaab aagahii ke dost!
kis se kahe.n KHataa nigah-e-KHud-nigar kii hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
'adam vujuud baraabar hai in nikammo.n kaa
jo aagahii ke faraa.iz adaa nahii.n karte
Zia Asadi Sironji
Ghazal
mire bahr o bar ko sameT le mire kuuza-gar
mujhe an-kahii mujhe aagahii kaa azaab de
Bushra Ejaz
Ghazal
mai.n aagahii ke ajab mansabo.n pe faa.ez huu.n
ki aap apnaa hii munkir huu.n apne andar se
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
KHud-aagahii kaa ajab rog lag gayaa hai mujhe
ki apnii zaat pe dhoka tiraa hu.aa hai mujhe
Raees Warsi
Ghazal
ajab kaifiyyat-e-KHud-aagahii ma.aluum hotii hai
KHudii hotii hai paidaa be-KHudii ma.aluum hotii hai
Zabt Ansari
Ghazal
mai.n jaantaa huu.n ki kyaa hai ye aagahii kaa azaab
jo harf harf mirii zaat par khulaa hu.aa hai
Abdurrahman Wasif
Ghazal
Moid Rasheedi
Ghazal
tamaam 'umr rihaa.ii kisii tarah na milii
ghiraa hu.aa mai.n 'ajab aagahii ke qahr me.n thaa
Qamar Sanbhali
Ghazal
aagahii ne ye 'ajab rang dikhaayaa 'sarvat'
paikar-e-nuur bhii zulmat kaa samundar niklaa
Noor Jahan Sarwat
Ghazal
ba-faiz-e-aagahii ye kyaa azaab dekh liyaa
ki KHud hii apne kiye kaa hisaab dekh liyaa
Anjum Khaleeq
Ghazal
Khalid Alig
Ghazal
ajab mutazaad-haasil kaarobaar-e-shauq hai us kaa
ifaada sochtaa hai to KHasaara dekhtaa hai vo
Muslim Shahzad
Ghazal
sar par mire 'azaab-e-zamaana na thaa ko.ii
mujh par to ik 'azaab mirii aagahii kaa thaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
yaa.n kii aziyyato.n se az-bas-ki aagahii thii
karte the ham 'adam me.n inkaar zindagii se
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
qahr hai shakl-e-'abuus aur jabiin-e-pur-chii.n
ajab andaaz kaa insaa.n hai sitamgar vaa.iz