SEARCH RESULTS
Showing search results for "afiim"
Ghazal MATCHES FOR "afiim"
Ghazal
gaa.njaa charas afiim kii har qisme.n dosto
ik pal me.n ik sadii kaa mazaa ham se puuchhiye
Wahid Ansari Burhanpur
Ghazal
dilo.n me.n ishq kii khetii afiim jaisii hai
ki is ke baa'd yahaa.n kuchh ugaa nahii.n kartaa
Dinesh Kumar Drouna
Ghazal
cigarette charas afiim se le kar sharaab tak
sab pii rahe hai.n 'ishq me.n kuchh be-qaraar log
Siraj Manzar Kakorvi
Ghazal
afiim apne Gamo.n kii vo khaa ke leTaa hai
Guruur-e-ishq ko takiya banaa ke leTaa hai
Nirmal Nadeem
Ghazal
khaa kar afiim so na rahuu.n mai.n to kyaa karuu.n
rahte hai.n aap piinak-e-afyuun-e-naab me.n
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
baaG paa kar KHafaqaanii ye Daraataa hai mujhe
saaya-e-shaaKH-e-gul af'ii nazar aataa hai mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
af'ii kii tarah Dasne lagii mauj-e-nafas bhii
ai zahr-e-Gam-e-yaar bahut ho chukii bas bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
us kii kaakul hai burii maan kahaa ai af.ii
dekhiyo us se tuu kaa.ndhaa na raga.D kar chalnaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Aftab Shakeel
Ghazal
ek biimaar-e-judaa.ii huu.n mai.n aaphii tis par
puuchhne vaale judaa jaan ko khaa jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
pahu.nchaa thaa teG khii.nche mujh tak jo bole dushman
kyaa maartaa hai us ko ye aaphii mar rahaa hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
zulfe.n chhuTii hu.ii hai.n jo chehre pe do taraf
lahraa rahe hai.n af.ii-e-pechaa.n idhar-udhar
Naseem Dehlvi
Ghazal
us kii aa.nkhe.n hai yaa aabaad ku.e.n hai 'aafii'
aab-e-Gam jin me.n musalsal hii bharaa rahtaa hai
Aftab Shakeel
Ghazal
afsaana-go.ii af.ii-e-gesuu-e-yaar me.n
KHaamosh ho.n charaaG jo ham guftuguu kare.n