SEARCH RESULTS
Showing search results for "afroz"
Ghazal MATCHES FOR "afroz"
Ghazal
dil-kushaa baada-e-saafii kaa kise zauq nahii.n
baatin-afroz ko.ii piir-e-KHaraabaat to ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
aalam-afroz tapish tere liye laayaa huu.n
ai Gam-e-ishq tiraa ahd-e-javaanii huu.n mai.n
Akhtar Ansari
Ghazal
jumbish-e-abruu-o-mizhgaa.n kai KHunuk saa.e me.n
aatish-afroz junuu.n-KHez sharar-baar aa.nkhe.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mire ho.nTo.n ko dariyaa ne kiyaa sairaab lekin
hayaat-afroz dil kii tishnagii gum ho ga.ii hai
Saleem Sarfaraz
Ghazal
raushnii hogii to kitne chehre ho.nge be-naqaab
kah do ye 'afroz' se ki tiirgii baaqii rahe
Afroz Talib
Ghazal
dha.Dak rahaa hai mohabbat me.n dil miraa 'afroz'
guzar rahii hai.n havaa.e.n bhii pyaar kar ke mujhe
Afroz Rizvi
Ghazal
tujh se ta.alluqaat kii tajdiid ke liye
mai.n ne charaaG haath me.n ummiid ke liye
Afroz Rizvi
Ghazal
jigar ko KHuun kiye dil ko be-qaraar abhii
bhaTak rahe hai.n tire ishq me.n hazaar abhii
Afroz Alam
Ghazal
yahii to merii vafaa kaa sila diyaa hai mujhe
ki tum ne bhuul samajh kar bhulaa diyaa hai mujhe
Afroz Rizvi
Ghazal
Afroz Alam
Ghazal
getii-afroz agar hazrat-e-nayyar rahte
itnaa taariik to hotaa na zamaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
itnii achchhii thii mulaaqaat ki pahle din hii
dil me.n 'afroz' basaayaa use socho.n kii tarah
Afroz Rizvi
Ghazal
tire KHayaal, tire KHvaab, tere naam ke saath
banii hai KHaak mirii kitne ehtimaam ke saath
Narjis Afroz Zaidi
Ghazal
dushmano.n ko mire hamraaz karoge shaayad
vaqt-e-tanhaa.ii me.n aavaaz karoge shaayad
Afroz Alam
Ghazal
saaqiyaa hai tirii mahfil me.n KHudaa.o.n kaa hujuum
mahfil-afroz ho insaa.n to mazaa aa jaa.e
Syed Aabid Ali Aabid
Ghazal
Thokar se faqiiro.n kii duniyaa kaa bikhar jaanaa
KHvaahish kaa laraz jaanaa asbaab kaa Dar jaanaa
Afroz Alam
Ghazal
koh-o-vaadii vahii bijlii vahii be-hoshii bhii
jalva lekin vo dil-afroz sar-e-tuur nahii.n