SEARCH RESULTS
Showing search results for "afzuu.n"
Ghazal MATCHES FOR "afzuu.n"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ko.ii ishq me.n mujh se afzuu.n na niklaa
kabhii saamne ho ke majnuu.n na niklaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sau raqs se afzuu.n hai parii-ruu tirii raftaar
paa.nv kii sadaa laakh tarannum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ai husn-e-roz afzuu.n umrat daraaz baad
dono.n jahaa.n se mujh ko begaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
shu.uur-e-umr se afzuu.n hu.ii hai umr-e-shu.uur
hamaare saal guzarne lage mahiino.n me.n
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tiirgii jitnii ba.Dhe husn ho afzuu.n teraa
kahkashaa.n maa.ng me.n maathe pe ziyaa maa.ngte hai.n
Ali Sardar Jafri
Ghazal
hamaarii nii.nd kaa dauraaniya hai roz-afzuu.n
ko.ii ba'iid nahii.n hai ki ek shab mar jaa.e.n
Umair Najmi
Ghazal
tumhii.n kaho jo luTaa de.n to kaun KHaalii ho
KHazaana husn kaa afzuu.n hai yaa KHazaana-e-ishq
Ahmad Husain Mail
Ghazal
vahii insaan hai 'ehsaa.n' ki jise ilm hai kuchh
haq ye hai baap se afzuu.n rahe ustaad kaa haq
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
Professor Mahmood Alam
Ghazal
bad-gumaanii na ho kyuu.n tab ke ga.e par afzuu.n
dekh ukh.De lab-e-ma.ashuuq ke tabKHaal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
sau raqs se afzuu.n hai parii-ruu tirii raftaar
paa.o.n kii sadaa laakh tarannum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
diivaan jin ke kafsh se afzuu.n nahii.n zaraa
karte hai.n kyaa vo log kasaale kii shaa.erii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Asrarul Haq Asrar
Ghazal
sab me.n mash.huur hai shujaa.at-e-murG
baah afzuu.n kare na kyuu.n anDaa