SEARCH RESULTS
Showing search results for "aglaa"
Ghazal MATCHES FOR "aglaa"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
guzar rahe hai.n mire din isii tafaaKHur me.n
ki aglaa qais mire KHaandaan se hogaa
Abbas Tabish
Ghazal
hamaaraa ishq ibaadat kaa aglaa darja hai
KHudaa ne chho.D diyaa to tumhaaraa naam liyaa
Balmohan panday
Ghazal
ye zamii.n zarKHez hogii KHuun pii kar aur bhii
khetiyaa.n uglaa kare.ngii la.al-o-gauhar aur bhii
Naz Khialvi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
jaane kis jurm kii paa.ii hai sazaa pairo.n ne
ik safar KHatm pe hai aglaa safar aa gayaa hai
Zia Zameer
Ghazal
uglaa safar ho mere KHudaa raahato.n bharaa
jiivan kaa ye safar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
ab is se aglaa safar hamaaraa lahuu karegaa
ki ham madiine se karbalaa tak pahu.nch ga.e hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
Manmohan Talkh
Ghazal
chalo vo aglaa saa josh-o-KHarosh to na rahaa
magar ye kyaa ki milo aur haath bhii na milaa.o
Aftab Hussain
Ghazal
zid par vo apnii aaj bhii qaa.em to hai magar
aglaa saa vo bayaan me.n dam-KHam nahii.n rahaa
Zafar Iqbal
Ghazal
uglaa saa mujh me.n shauq-e-shahaadat nahii.n agar
pahlii sii kaaT bhii tirii talvaar me.n nahii.n
Ghulam Murtaza Rahi
Ghazal
hamaaraa aglaa pa.Daav to bas mohabbat hai
havas to aa.egii jaanaanaa.n darmiyaane me.n
Arif Ishtiaque
Ghazal
ghar jal rahaa hai saamne us ko bachaa.iye
phir us ke baa'd aglaa makaa.n aap hii kaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
vo na aglaa baaGbaa.n hai ab na agle ham-safiir
yaad kartaa huu.n qafas ko mai.n gulistaa.n dekh kar
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
rahtaa hai itnaa paa.o.n ke til kaa asar savaar
sar par hai ghar pahu.nchte hii aglaa safar savaar