SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmaq"
Ghazal MATCHES FOR "ahmaq"
Ghazal
qad me.n to kar chukaa thaa vo ahmaq baraabarii
majbuur sarv ko tirii raftaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ahmaq nahii.n ki samjhe.n buraa vaqt Tal gayaa
kuchh roz ke liye jo ye mausam badal gayaa
Mahesh Janib
Ghazal
lo saahab aaftaab kahaa.n aur ham kahaa.n
ahmaq bane.n ham is ko na samjhe.n agar Galat
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
ahmaq bashar misaal bhii kutte kii laa.egaa
hogaa jahaa.n-jahaa.n bhii jahaa.n me.n vafaa kaa zikr
Mahwar Sirsivi
Ghazal
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Kamal Kataria Karan
Ghazal
fareb-e-mudda.ii khaate hai.n kab ham
magar samjhaa hai vo ahmaq kisii ko
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
loTte hai.n is adaa-o-naaz par aur Gash me.n ham
the vo ahmaq jo ki terii khaa ke Thokar uTh ga.e
Meer Hasan
Ghazal
zaraa saa ilm-o-hunar paa ga.e to kuchh kam-zarf
samajh rahe hai.n sabhii ko hii ahqar-o-ahmaq
Dr. Azam
Ghazal
mujh ko ma.aluum hai girdaab-e-nazar kaa dhokaa
jo bhii ahmaq hai vo betaab hu.aa jaataa hai
Kausar Mazhari
Ghazal
sab se ahmaq hai vo naadaan bhii diivaana bhii
jis ko lagtaa hai ki rakhtaa hai vo daanaa.ii bahut
Ustad Vajahat Husain Khan
Ghazal
'taabaa.n' ye Gazal ahl-e-shu.uuro.n ke liye hai
ahmaq na ko.ii samjhe to jaane miraa dhandas
Taban Abdul Hai
Ghazal
har vaqt kashmakash me.n hai.n ummiid-o-biim ke
ahmaq hai.n jin ko KHvaahish-e-umr-e-daraaz hai
Nadir Kakorvi
Ghazal
dozaKH ke darvaaze khole baiThe the shaitaan
ahmaq apnii jannat me.n jab aflaatuun bane
Abid Raza
Ghazal
zamaana kahtaa rahaa jis ko umr bhar ahmaq
vo shaKHs saahab-e-idraak ho gayaa kaise