SEARCH RESULTS
Showing search results for "ahmaqaana"
Ghazal MATCHES FOR "ahmaqaana"
Ghazal
chaa.nd ko chhuune kii koshish ahmaqaana fe.al hai
jo na haasil ho sake us kii tamannaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
Jamal Owaisi
Ghazal
Ainuddin Azim
Ghazal
KHvaahish ko ahmaqo.n ne parastish diyaa qaraar
kyaa puujtaa huu.n us but-e-bedaad-gar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
mash.huur-e-KHalq jo hai vo maqbuul-e-haq nahii.n
kyuu.n ahmaqo.n ko naaz hu.aa hai numuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
ahmaqo.n se jo kabhii vaasta pa.D jaa.e 'sadaf'
baat karne se kahii.n achchhaa hai jaahil ho jaa.o
Mushtaq Sadaf
Ghazal
na sirf ahl-e-KHirad hii kaa ham pe ehsaa.n hai
ki ahmaqo.n se bhii ham istifaada karte rahe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aasaaniyo.n ko mojib-e-aafaat jaaniye
dushvaariyo.n ko vaj.h-e-sad-imakaa.n banaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
kyaa KHabar thii inqalaab aasmaa.n ho jaa.egaa
qorma qaliya nasiib-e-ahmaqaa.n ho jaa.egaa
Hussain meer Kashmiri
Ghazal
Tashna Azmi
Ghazal
jhag.Daa to ahmaqo.n me.n hu.aa thaa magar ye kyaa
daanishvaro.n ke darmiyaa.n diivaar aa ga.ii
Raakesh ulfat
Ghazal
jhag.Daa to ahmaqo.n me.n hu.aa thaa magar ye kyaa
daanishvaro.n ke darmiyaa.n diivaar aa ga.ii
Raakesh ulfat
Ghazal
Razi Abidi
Ghazal
ye mashvara hai miraa ahmaqo.n se duur raho
jo baiThnaa hai to baiTho kisii zahiin ke saath
Shahzad Mughal Ajmi
Ghazal
Arshi Bastavi
Ghazal
ahmaqo.n ko ye jannat pasand aa ga.ii
qaid-KHaane gharo.n me.n chale aa.e hai.n