SEARCH RESULTS
Showing search results for "alaamat-e-shajar"
Ghazal MATCHES FOR "alaamat-e-shajar"
Ghazal
mubtalaa hai soch me.n ye dekh ke duniyaa 'shajar'
kyo.n musallaa chaadar-e-aab-e-ravaa.n hone lagaa
Shajar Abbas
Ghazal
samajh gayaa thaa tujhe dekhte hii jaan-e-'shajar'
hazaar baar luTe.nge jo ek baar mile.n
Muzammil Abbas Shajar
Ghazal
alaamat-e-shajar-e-saaya-daar bhii vo jism
KHaraabi-e-dil-o-diida kaa isti.aara bhii
Asad Badayuni
Ghazal
ham-qadam hai tapish-e-jaa.n to pahu.nch jaa.uu.ngaa
ek do jast me.n diivaar-e-shajar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pukaaro kah ke hame.n chhaa.nv jii na bahlegaa
bache jo dhuup se paa-e-shajar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kaarobaar-e-zindagii tak hai.n ye ha.ngaame 'fazaa'
kyaa vo saaya chho.D degaa jo shajar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
kahtaa hai kaun sang-o-shajar bolte nahii.n
vo bolte hai.n jab to bashar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
jahaa.n me.n kis ko gavaaraa hu.ii hai fikr kii dhuup
har ik, ko.ii shajar-e-saaya-daar maa.nge hai
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye be-ruKHii alaamat-e-dard-e-kuhan na ho
ye KHaamushii kahii.n ko.ii fariyaad hii na ho
Mariyam Fatima
Ghazal
alaamat-e-KHaak-zaadgii ho maziid raushan
bas is liye KHaak apne chehre pe mal rahaa huu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
panaah-e-gaah-e-shajar fat.h kar ke soyaa hai
masaafato.n kii thakan se ye jism haaraa hu.aa