SEARCH RESULTS
Showing search results for "alam ghazi status"
Ghazal MATCHES FOR "alam ghazi status"
Ghazal
KHud-e'timaadii zaraa e'tidaal me.n rakhiyo
ulaT ga.ii to vo apnii zabaan bhuulegii
Zafar Imam
Ghazal
allaah Ganii kahiye ki allaah Ganii hai
vo taab ataa kii hai jahaa.n-taab hai siina
Khurshidul islam
Ghazal
ik roz qazaa le ga.ii biimaar ko 'aazam'
the jab ki masiihaa bhii davaa.e.n bhii bahut thii.n
Dr. Azam
Ghazal
'aslam' ko.ii jo shab kabhii zaalim sii ban ga.ii
siine se lag ke mujh ko sulaane lagii havaa
Aslam Noor Aslam
Ghazal
'aslam' jo dard-e-jaa.n thaa vo jaan-e-hayaat hai
naazuk ye kaam rishte ko ik Dor kar ga.ii
Aslam Noor Aslam
Ghazal
she'r kyo.n kahte ho 'aazam' ye suKHan kis ke liye
ab Gazal maqbuul hai jo shaa'irii se bach ga.ii
Mohammad Aazam
Ghazal
ab to firaaq-e-sub.h me.n bujhne lagii hayaat
baar-e-ilaah kitne pahar rah ga.ii hai raat
Obaidullah Aleem
Ghazal
Aslam Kolsarii
Ghazal
be-sabab ham se KHafaa ho ga.ii duniyaa 'aalam'
ham ne likkhaa hai kahaa.n qissa-e-jaa.n se aage
Alam Khursheed
Ghazal
safar hai dasht kaa aur raat ho ga.ii aalam
hamaare saamne ab mas.ala qayaam kaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
fir’aun kii aulaad ga.ii shams-o-qamar tak
aur aal-e-nabii niil ke saahil pe kha.Dii hai
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
Duub jaate hai.n gha.Dii pal me.n sitaare 'aslam'
kis tavaqqo pe use aa.nkh kaa taara kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
Duub jaate hai.n gha.Dii pal me.n sitaare 'aslam'
kis tavaqqo pe use aa.nkh kaa taaraa kar le.n
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
har gha.Dii saamne hai silsila-e-daar-o-rasan
tujh saa zaalim ko.ii ai gardish-e-ayyaam na ho
Sarwar Alam Raz
Ghazal
vafaa kaa dam na bharo dosto tum 'aslam' se
tumhe.n jo vaqt pe jhuTlaa ga.ii to kyaa hogaa
Aslam Aazad
Ghazal
gul nauha-kunaa.n o sanam-e-dast-ba-siina
allaah Ganii! lamha-e-anjaam hamaaraa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
allaah Ganii hai vo jise chaahe navaaze
mehnat se har ik shaKHs ko paisa nahii.n miltaa