SEARCH RESULTS
Showing search results for "almaariyaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "almaariyaa.n"
Ghazal
us ghar ke kone kone me.n yaado.n ke bhuut hai.n
almaariyaa.n na khol bahut mat Daraa mujhe
Salman Akhtar
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
diimak-zada kutub se na almaariyaa.n sajaa
pa.Dhne ko tajrabaat kii zinda kitaab rakh
Usman Shaheen
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
na milne kaa iraada ho to ye ayyaariyaa.n dekho
humaknaa aage ba.Dhnaa paas aanaa aur haT jaanaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Humaira Rahman
Ghazal
zor-aazmaa.iyaa.n hu.ii.n science kii bhii KHuub
taaqat ba.Dhii kisii kii kisii me.n nahii.n rahii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
naam is kaa aamariyyat ho ki ho jamhuuriyat
munsalik fir.auniyat masnad se tab thii ab bhii hai
Murtaza Barlas
Ghazal
Tuk safha-e-zamii.n ke KHaake pe Gaur kar tuu
saan.e.a ne is pe kyaa kyaa shakle.n utaariyaa.n hai.n