SEARCH RESULTS
Showing search results for "alvidaa"
Ghazal MATCHES FOR "alvidaa"
Ghazal
vo alvidaa.a kaa manzar vo bhiigtii palke.n
pas-e-Gubaar bhii kyaa kyaa dikhaa.ii detaa hai
Shakeb Jalali
Ghazal
alvidaa.a ai bazm-e-anjum hijr kii shab al-firaaq
taa-ba-daur-e-zindagaanii intizaar-e-yaar thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
hasiin yaado.n ke chaa.nd ko alvidaa.a kah kar
mai.n apne ghar ke a.ndhere kamro.n me.n lauT aayaa
Hasan Abbasi
Ghazal
ba.De Guruur se nikle the alvidaa.a kah kar
bas ek baar pukaaraa galii me.n lauT aa.e
Aisha Ayub
Ghazal
tinke tinke kaa KHudaa-haafiz chale ham baaG se
alvidaa' ai aashiyaa.n ab jaa ke phir aa.e.nge kyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Salam Machhli shahri
Ghazal
dast-e-qazaa ba.Dhaa hai mirii samt alvidaa.a
ai etikaaf-e-ishq ibaadat tamaam-shud
Arshad Mahmood Arshad
Ghazal
ghar me.n rahaa thaa kaun ki ruKHsat kare hame.n
chaukhaT ko alvidaa.a kahaa aur chal pa.De
Makhmoor Saeedi
Ghazal
aabdiida ho ke vo aapas me.n kahnaa alvidaaa'
us kii kam merii sivaa aavaaz bharraa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ek din kahnaa hii thaa ik duusre ko alvidaa.a
aaKHirash 'saalim' judaa ik baar to honaa hii thaa
Salim Shuja Ansari
Ghazal
Mohammad Naim Jawed Naim
Ghazal
kuchh ne to muskuraa ke kahaa alvidaa.a magar
kuchh log ashk-baar tujhe dekhte rahe
Iftikhar Shahid Abu Saad
Ghazal
aa.nkho.n me.n ashk-e-Gam liye ham vaqt-e-alvidaa'
nazro.n se un ke saath taa-hadd-e-nazar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
Parvindar shokh
Ghazal
raunaq-e-ahd-e-javaanii alvidaa.a
al-vidaa.a ai shaadmaanii alvidaa.a