SEARCH RESULTS
Showing search results for "amiiro.n"
Ghazal MATCHES FOR "amiiro.n"
Ghazal
ab tak dil-e-KHush-fahm ko tujh se hai.n umiide.n
ye aaKHirii sham'e.n bhii bujhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mere hii lahuu par guzar-auqaat karo ho
mujh se hii amiiro.n kii tarah baat karo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kamaa ke dete hai.n jo maal vo amiiro.n ko
hisaab kyuu.n nahii.n lete kabhii avaam us kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
phir Gariibo.n kii shikaayat kaa KHudaa haafiz hai.n
jab vaziiro.n ke amiiro.n hii se rishte nikle
Aatish Indori
Ghazal
rahtaa thaa kaj-kulaah amiiro.n ke darmiyaa.n
yaksar liye hu.e miraa kirdaar 'mus.hafii'
Habib Jalib
Ghazal
Mujahid Faraaz
Ghazal
Farooq Shakeel
Ghazal
dushmano.n ko to yahii baat bahut khaltii hai
ham to Gurbat me.n bhii zinda hai.n amiiro.n kii tarah
Shakeel Shamsi
Ghazal
binaa gahno.n ke ruKHsat ho ga.ii laKHt-e-jigar us kii
amiiro.n ke liye jo qiimtii zevar banaataa hai
Naeem Faraz
Ghazal
ayyaash amiiro.n ke la.Dke na biga.Dte gar
aurat ko na phir ko.ii baazaar milaa hotaa
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
Saabir Usmani
Ghazal
darmiyaa.n kachche gharo.n ke ye makaanaat uu.nche
in amiiro.n ke iraade nahii.n achchhe lagte