SEARCH RESULTS
Showing search results for "ammaa"
Ghazal MATCHES FOR "ammaa"
Ghazal
sunaa hai aa.ina timsaal hai jabii.n us kii
jo saada dil hai.n use ban-sa.nvar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
tere liye taqdiir mirii jumbish-e-abruu
aur mai.n tiraa iimaa-e-nazar dekh rahii huu.n
Ada Jafarey
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Gam-e-ushshaaq na ho saadgii-aamoz-e-butaa.n
kis qadar KHaana-e-aa.iina hai viiraa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
naaz o adaa o Gamza nigah panja-e-mizha
maare.n hai.n ek dil ko ye pil pil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
shikva-sa.nj-e-rashk-e-ham-diigar na rahnaa chaahiye
meraa zaanuu monis aur aa.iina teraa aashnaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shahr-e-aGyaar sahii itnii KHushii kyaa kam hai
ham ne dekhaa tujhe aur anjuman-aaraa dekhaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kare hai sarf ba-iimaa-e-sho.ala qissa tamaam
ba-tarz-e-ahl-e-fanaa hai fasaana-KHvaanii-e-sham.a
Mirza Ghalib
Ghazal
sun ke aamad un kii az-KHud-rafta ho jaate hai.n ham
peshvaa lene ko jaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e