SEARCH RESULTS
Showing search results for "ammii"
Ghazal MATCHES FOR "ammii"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ik 'umr se huu.n lazzat-e-girya se bhii mahruum
ai raahat-e-jaa.n mujh ko rulaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
hamaare shahr me.n 'aamii' munaafiqat hai bahut
makiin kyaa dar-o-diivaar jhuuT bolte hai.n
Imran Aami
Ghazal
jo ammii na rahii.n to kyaa hu.aa ki ham sab hai.n
javaab ban nahii.n paayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
mirii navaa se hu.e zinda aarif o aamii
diyaa hai mai.n ne unhe.n zauq-e-aatish aashaamii
Allama Iqbal
Ghazal
is liye sab se alag hai mirii KHushbuu 'aamii'
mushk-e-mazduur pasiine me.n liye phirtaa huu.n
Imran Aami
Ghazal
pahle kuchh log parindo.n ke shikaarii the yahaa.n
ab to har aadmii sayyaad banaa phirtaa hai
Imran Aami
Ghazal
ye shahr to lagtaa hai kabaa.Dii kii dukaa.n hai
khoTaa bhii isii mol me.n biktaa hai kharaa bhii