SEARCH RESULTS
Showing search results for "amrit"
Ghazal MATCHES FOR "amrit"
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
aa.nkho.n se mastii na labo.n se amrit Tapkegaa
shiisha-o-jaam sharaabo.n se KHaalii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
na aap aas ba.ndhaate na ye sitam hotaa
hame.n to aap ne amrit pilaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
'amrit' tumhe.n bhii duniyaa barii lagne lag ga.ii
ko.ii to is jahaa.n se tumhaaraa chalaa gayaa
Amritanshu Sharma
Ghazal
aap is Dha.ng se amrit bhii nahii.n pii sakte
jis hunar-mandii se ham ashk-e-nafas piite hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
Krishn Bihari Noor
Ghazal
vasl ne kam-umrii me.n jaan ga.nvaa.ii aur
hijr hamaaraa amrit pii kar aayaa hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
Jameel Azimabadi
Ghazal
KHud-kushii karne me.n bhii naakaam rah jaate hai.n ham
kaun amrit ghol detaa hai hamaare zahr me.n
Anjum Ludhianvi
Ghazal
yaa to yuu.n ho ke kabhii vaqt pe kaam aa jaa.e
kaam 'amrit' kaa nahii.n dard guzar jaane par
Amritanshu Sharma
Ghazal
Kahkashan Tabassum
Ghazal
ham bhii amrit ke talabgaar rahe hai.n lekin
haath ba.Dh jaate hai.n KHud zahr-e-tamannaa kii taraf
Rahi Masoom Raza
Ghazal
kaif bhii hai mastii bhii zahr bhii hai amrit bhii
vo jo jaam-e-saaqii se roz Dhaltii rahtii hai
Ejaz Siddiqi
Ghazal
aa.o us suqraat kaa istiqbaal kare.n
jis ne zahr ke ghuu.nT ko amrit jaanaa hai
Parveen Fana Syed
Ghazal
jiine ki alaamat ho na 'amrit' to bhalaa phir
bekaar sii ik baat pe kyo.n jaate ho jaa.n se