SEARCH RESULTS
Showing search results for "amrit"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "amrit"
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "amrit"
Nazm
to behtar hai yahi
aa.o ye soche.n bhii qaatil hai.n to behtar hai yahii
phir se ham apne puraane zahr ko amrit kahe.n
Ahmad Faraz
Nazm
hinDola
mai.n zahr pii ke zamaane ko de sakaa amrit
na puuchh mai.n ne jo zahraaba-e-hayaat piyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aa.nkho.n se mastii na labo.n se amrit Tapkegaa
shiisha-o-jaam sharaabo.n se KHaalii ho jaa.e.nge
Zeb Ghauri
Ghazal
na aap aas ba.ndhaate na ye sitam hotaa
hame.n to aap ne amrit pilaa ke maar diyaa
Abdul Hamid Adam
Nazm
munajat-e-bewa
tuu hii pilaa.e zahr ke pyaale
tuu hii phir amrit zahr me.n Daale