SEARCH RESULTS
Showing search results for "andeshe"
Ghazal MATCHES FOR "andeshe"
Ghazal
us kaa milnaa hai ajab tarah kaa milnaa jaise
dasht-e-ummiid me.n andeshe kaa baadal milnaa
Parveen Shakir
Ghazal
phir vahii chhat par akele ham vahii ThanDii havaa
kitne andeshe ba.Dhe jab raat tuufaanii hu.ii
Jamal Ehsani
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
adhuure KHvaab ga.e din ajaan andeshe
mirii hayaat pe kis kis kaa iKHtiyaar rahaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dil ko rah rah ke ye andeshe Daraane lag jaa.e.n
vaapsii me.n use mumkin hai zamaane lag jaa.e.n
Rehana Roohi
Ghazal
riijhte un kii adaa.o.n pe hai.n kyaa kyaa lekin
maare andeshe ke gardan bhii hilaa sakte nahii.n
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
farishto.n tum ne be aavaaz andeshe nahii.n dekhe
yahii diivaar aage ba.Dh ke darvaaza na ho jaa.e
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
ain mumkin hai bajaa ho.n tere andeshe magar
dekh kar ab apne saa.e ko bhii Dar jaa.egaa kyaa
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
Ummeed Fazli
Ghazal
pal rahe hai.n kitne andeshe dilo.n ke darmiyaa.n
raat kii parchhaa.iyaa.n jaise diyo.n ke darmiyaa.n
Hasan Abidi
Ghazal
ek merii jaan ko andeshe sau sau tarah ke
ek vo apne liye sab kuchh ravaa kartaa hu.aa
Umair Manzar
Ghazal
kabhii na KHud ko bad-andesh-e-dasht-o-dar rakkhaa
utar ke chaah me.n paataal kaa safar rakkhaa