SEARCH RESULTS
Showing search results for "andeshe"
Nazm MATCHES FOR "andeshe"
Nazm
kis se mohabbat hai
mire chehre pe jab bhii fikr ke aasaar paa.e hai.n
mujhe taskiin dii hai mere andeshe miTaa.e hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
andeshe
ruuh bechain hai ik dil kii aziyyat kyaa hai
dil hii sho.ala hai to ye soz-e-mohabbat kyaa hai
Kaifi Azmi
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
ek parii (shiilaaT kii raanii)
KHandaq ke an-dekhe paanii kii gahraa.ii
Ibn e Insha
Nazm
raqs ki raat
TimTimaataa hai is andeshe me.n shaayad ki sahar ho jaa.e
aur ko.ii lauT ke aa hii na sake!
Noon Meem Rashid
Nazm
mere zaKHmi honT
nashsha jis vaqt bhii TuuTegaa, ka.ii andeshe
sub.h-e-lab-basta ke siine me.n utar aa.e.nge
Mustafa Zaidi
Nazm
mushaera
sataate rahte hai.n shaa.er ko aise andeshe
yahaa.n talak ki nikal aa.e.n rishte aur reshe
Syed Mohammad Jafri
Nazm
pahle sal ka tohfa
ki merii kokh me.n kilkaariyo.n kii karvaTo.n se qabl
andeshe kii ko.npal phuuT niklii hai
Ishrat Afreen
Nazm
suraj ki bimari
kal to andeshe ko kahte hai.n
dekho ham kitne andesho.n se guzre hai.n aur zinda hai.n
Saleem Ahmed
Nazm
gulab-ba-kaf
junuu.n zado.n kii magar saKHt-jaaniyaa.n na ga.ii.n
kahuu.n ki ek hai.n andeshe sab mire tere
Wali Alam Shaheen
Nazm
raqs ki raat
TimTimaataa hai is andeshe me.n shaayad ki sahar ho jaa.e
aur ko.ii lauT ke aa hii na sake
Noon Meem Rashid
Nazm
mazarat
guzrii kal ke bhiige bhiige se pachhtaave
aane vaalii kal ke be kal se andeshe