SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjaam-e-naa-ma.aluum"
Ghazal MATCHES FOR "anjaam-e-naa-ma.aluum"
Ghazal
ibtidaa-e-Gam kii duur-andeshiyaa.n
shaad ho.n anjaam-e-naa-ma.aluum par
Akbar Haideri Kashmiri
Ghazal
is kaliid-e-ism-e-naa-ma.aluum se kaise khule
dil kaa darvaaza ki andar se muqaffal ho gayaa
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
inkishaaf-e-shahr-e-naa-maaluum thaa har sher me.n
tajrabe kii taaza-kaarii suurat-e-ash.aar thii
Ashhar Hashmi
Ghazal
Sultan Rashk
Ghazal
tai kahaa.n hotii hai raah-e-safar-e-naa-ma.aluum
Gam hai yuu.n diida-e-hairaan ki jii jaantaa hai
Syed Amin Ashraf
Ghazal
dil-e-hazii.n ko na ma.aluum kyo.n qaraar nahii.n
nigaah-e-shauq to paaband-e-e.atibaar nahii.n
Nazish Sahsarami
Ghazal
raasto.n kaa ilm thaa ham ko na samto.n kii KHabar
shahr-e-naa-maaluum kii chaahat magar karte rahe
Parveen Shakir
Ghazal
kisii ko ab na sataa.egii marg-e-naa-maaluum
charaaG-e-daar jale mausam-e-saliib aayaa
Ram Riyaz
Ghazal
kabhii pahu.nchegaa hiss-e-saame.a tak harf-e-KHufta
kabhii aavaaz-e-naa-maaluum kii tarsiil hogii
Rafiq Sandelvi
Ghazal
har jaziira barf kaa merii anaa kii mumlikat
raah me.n phir koh-e-naa-maaluum kyuu.n haa.il hu.aa
Aslam Haneef
Ghazal
Muzaffar Warsi
Ghazal
kitaab-e-ziist me.n likkhaa gayaa hai surKHii se
Gam-e-hayaat hai 'saadiq' kaa azm-e-naa-ma.aluum
Sadiq Naqvi
Ghazal
is se aage kaun jaa.e dasht-e-naa-maaluum me.n
ham na kahte the ki saare ham-safar manzil ke hai.n
Saleem Ahmed
Ghazal
ye be-dilii-e-musalsal ye ra.nj-e-naa-maaluum
tujhe bhulaa ke bhii ham ne tujhe bhulaayaa nahii.n
Farasat Rizwi
Ghazal
kaun naa-vaaqif-e-anjaam-e-tabassum hai 'amiir'
mere haalaat pe ye kis ko ha.nsii aa.ii hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ye husn-o-ishq me.n kaisaa hai jazb-e-naa-ma.aluum
mire havaas se ye rabt-e-rang-o-buu kyaa hai
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
hausle maayuus zauq-e-justujuu naakaam hai
ye dil-e-naa-mahram-e-anjaam kaa anjaam hai
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
kis haal me.n yaaraan-e-adam hai.n nahii.n ma.aluum
aa.ii na KHabar taa-dam-e-tahriir kisii kii