SEARCH RESULTS
Showing search results for "anjuman-e-KHaas"
Ghazal MATCHES FOR "anjuman-e-KHaas"
Ghazal
pa.Dh kar har ek shaKHs ko apnaa saa jo lage
mafhuum-e-‘aam-o-KHaas uThaa kar Gazal kaho
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
is zavaal-e-anjuman me.n 'aarzuu' tuu hii bataa
kis ko kah duu.n bazm-aaraa.ii kise aavaaz duu.n
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
yaaro.n kii jo mahfil thii kabhii anjuman-e-KHaas
'anjum' vahii.n andesha-e-jaa.n dekh rahaa huu.n
Raqeeb Anjum
Ghazal
tauqiir nahii.n anjuman-e-KHaas me.n dil kii
shiisha tire mai-KHaana me.n bekaar pa.Daa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
ham-nafas-o-habiib-e-KHaas bante hai.n Gair kis tarah
bolii ye sard-mehrii-e-umr-e-gurez-paa ki yuu.n
S A Mehdi
Ghazal
Naresh M. A
Ghazal
jin se rabt-e-KHaas ho kyo.n mujh ko begaana kahe.n
apnaa diivaana banaayaa hai to diivaana kahe.n
Kanval M. A
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tar sharm ke pasiine se aise hu.e hai.n raat
malbuus-e-KHaas dhuup me.n sukhlaa.e jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
jin se ai dil tiraa kuchh KHaas ta'alluq Thahraa
un se iz.haar-e-vafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Kanval M. A
Ghazal
yaqii.n kaa parda-e-mub.ham pa.Daa hii rahne do
gumaan-o-vaham kii ye anjuman shikasta hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ye jalaa de na kahii.n mere hii ghar aa.ngan ko
mujh ko apne KHas-o-KHaashaak se Dar lagtaa hai
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
nigaah-e-manzar-e-dilkash me.n chhaa ga.ii surKHii
mai-e-KHumaar sadaa.o.n kii anjuman me.n hai
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
KHas-o-KHaashaak se nisbat thii to honaa thaa yahii
Dhuu.nDne nikle the shole ko sharar bhii na milaa
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
sard rahii umr bhar anjuman-e-aarzuu
KHaar-o-KHas-e-shauq me.n ko.ii sharaara na thaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jamaal-e-yaar sazaa-vaar-e-jiht-e-KHaas nahii.n
ajiib marhala dar-pesh hai nazar ke liye