SEARCH RESULTS
Showing search results for "anokhe"
Ghazal MATCHES FOR "anokhe"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Meena Kumari Naz
Ghazal
ek anokhe KHvaab ke andar sote jaagte
rahtaa huu.n mai.n aur hamesha rah saktaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
merii aa.nkho.n me.n anokhe jurm kii tajviiz thii
sirf dekhaa thaa use us kaa badan mailaa hu.aa
Saqi Faruqi
Ghazal
'raaz' ye Gazal apnii ik hasii.n kaa sadqa hai
sher bhii anokhe hai.n hai.n tarz bhii niraalii hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
chalii Dagar par kabhii na chalne vaalaa mai.n
na.e anokhe mo.D badalne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
aql-o-KHirad ke bal buute par sab ko hairaa.n kar ke
kaam anokhe kar jaate hai.n kaise kaise log
Akbar Hyderabadi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Saqi Faruqi
Ghazal
vo raabte bhii anokhe jo duuriyaa.n barte.n
vo qurbate.n bhii niraalii jo lams ko tarse.n
Parkash Fikri
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ham aise kaun anokhe tuluu.a hote hai.n
jo ham ko dekh ke duniyaa Gazab pukaartii hai
Arshad Abdul Hamid
Ghazal
pii rahe hai.n KHushnumaa shiisho.n me.n log apnaa lahuu
aur kyaa hogaa anokhe rang kaa jashn-e-tarab