SEARCH RESULTS
Showing search results for "aqaa.ed"
Ghazal MATCHES FOR "aqaa.ed"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Liaqat Jafri
Ghazal
daa.ere sab ne aqaa.ed ke banaa rakkhe hai.n
varna maKHsuus nahii.n ko.ii Thikaana teraa
Ramz Azimabadi
Ghazal
apne a.amaal-o-aqaa.ed ko parakhte rahiye
ab ko.ii aur payambar nahii.n aane vaalaa
Tahir Tilhari
Ghazal
ye aqaa.ed hai.n chhalaave unhe.n ifshaa kar de
ma.anii-e-siimiyaa duniyaa ko bataa jaa.uu.ngaa
Gyan Chand Jain
Ghazal
rahe.nge qasr-e-aqaa.ed na falsafo.n ke mahal
jo mai.n ne apnii haqiiqat kaa inkishaaf kiyaa
Syed Fakhruddiin Balley
Ghazal
tafriiq ne mulko.n kii taraashe hai.n aqaa.ed
insaan bas ik raah pe chalne ke liye thaa
Saif Zulfi
Ghazal
kitnii naa-manzuur qadre.n thii.n jo apnaanii pa.Dii.n
kitne hii pyaare aqaa.ed the jo baatil ho ga.e
Nazeer Muzaffarpuri
Ghazal
aavaaze.n de rahii hai.n azal se haqiiqate.n
aadam nikal sakaa na ‘aqaa.ed ke jaal se
Abid Akhtar
Ghazal
Shehzad Anjum Burhani
Ghazal
'saaqib' ke kuchh aqaa.ed-e-mashrab hii aur hai.n
us ne piyaa hai kis tarah zamzam na puuchhiye
Saqib Kanpuri
Ghazal
Sarvat Husain
Ghazal
hai paas-e-hukm-e-KHudaa na KHayaal mahshar kaa
faqat hai andhe 'aqaa.ed kaa ab chalan baaqii
Daood Mohsin
Ghazal
mushkil gha.Dii hai le le.n 'aqaa.ed kaa imtihaa.n
tum haath-paa.o.n maaro pukaaruu.n KHudaa ko mai.n
Nazr Fatmi
Ghazal
Chandrabhan Khayal
Ghazal
ho qat.a naKHl-e-ulfat agar phir bhii sabz ho
kyaa ho jo phe.nke ja.D hii se us ko ukhe.D tuu
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ta.ng aa chuke 'anant' ab le le patang anaa kii
mai.n Dhiil de rahaa huu.n ye aur aka.D rahii hai
Anant Gupta
Ghazal
aka.D se nahii.n kaam sumbul kii ham ko
kisii zulf kaa pech o KHam dekhte hai.n