SEARCH RESULTS
Showing search results for "arbaab-e-qalam"
Ghazal MATCHES FOR "arbaab-e-qalam"
Ghazal
ab aage kis se likkhaa jaa.e aaGaaz-e-mohabbat par
fasaana KHatm kar dete hai.n arbaab-e-qalam meraa
Fani Badayuni
Ghazal
ab is se ba.Dh ke fikr-o-zehn kii tauhiin kyaa hogii
ki arbaab-e-qalam apne qalam tak bech dete hai.n
Maikash Badayuni
Ghazal
mauquuf karo ham-suKHanii 'miir' kii 'shohrat'
arbaab-e-qalam par ye shab-o-roz ka.De hai.n
Shohrat Bukhari
Ghazal
jab se baazaar me.n bikne lage fankaar 'niyaaz'
mujh se arbaab-e-qalam shahr me.n kam aate hai.n
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
sar-joshii-e-qalam ko 'fazaa' chup sii lag ga.ii
vo jaate jaate shola-bayaanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
'fazaa' mataa-e-qalam ko sa.nbhaal kar rakkho
ki aaftaab isii durj-e-guhar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
is tarah kar rahe hai.n 'razaa' kaa vo tazkira
KHaalii nahii.n hai tanz se husn-e-kalaam tak
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
tere haatho.n kaa qalam hai jo asaa-e-darvesh
yahii ik din tujhe KHurshiid-kulaahii degaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zabaan mu.nh me.n hai taar-e-gunah kii suurat
tumhaaraa hukm bajaa hai kalaam mat karnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
qalam uThaayaa to sar par kulaah-e-kaj na rahii
ye shahryaar bhii fikr-e-ma.aash me.n Duubaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
vo KHuun-e-dil hii sahii kuchh qalam se Tapkaa to
chalo nuzuul to ham par bhii rahmato.n kaa hu.aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
hai chehra chehra vahii zaKHm-e-raa.egaa.n-hunarii
bikhar ga.e hai.n qalam ke shigaaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
zabt itnaa ki charaaGo.n se hu.e mahv-e-kalaam
yaad itnii ki tujhe dil se utarne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
milaa kisii ko sukuut-e-davaam o be-KHabarii
lahuu me.n Duubaa hu.aa ye qalam milaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jaane kis kaa haashiya-bardaar hai meraa qalam
har kas-o-naa-kas kii is ne tarjumaanii chho.D dii