SEARCH RESULTS
Showing search results for "aslaha"
Ghazal MATCHES FOR "aslaha"
Ghazal
ye 'tabassum' hii hai meraa aslaha sab se ba.Daa
jiitnaa mumkin nahii.n har ja.ng bas shamshiir se
Anukriti Kumar
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
mu.nh lagaayaa hii nahii.n aslaha-saazo.n ko kabhii
mai.n ne duniyaa ko haraayaa bhii to dildaarii se
Nomaan Shauque
Ghazal
hamaare aslaha-KHaano.n me.n aksar aag lagtii hai
magar ham kaam ko.ii Gair-sarkaarii nahii.n karte
Zaheer Ghazipuri
Ghazal
ab aslaha-saazii pe hai taaqat kaa tavaazun
ye fitna-o-shar ke liye saamaan bahut hai.n
Tarab Siddiqi
Ghazal
ja.ng-e-vatan me.n sidq ke hathiyaar kaa hai kaam
darkaar is me.n aslaha-e-aahii.n nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
kuchh musallah shaKHs rakkhe the ki paagalpan na ho
ek din vo aslaha-bardaar paagal ho ga.e
Umair Najmi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
har zarra chamaktaa hai anvaar-e-ilaahii se
har saa.ns ye kahtii hai ham hai.n to KHudaa bhii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ek chingaarii nazar aa.ii thii bastii me.n use
vo alag haT gayaa aa.ndhii ko ishaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Gamza nahii.n hotaa ki ishaaraa nahii.n hotaa
aa.nkh un se jo miltii hai to kyaa kyaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
baadbaa.n khulne se pahle kaa ishaara dekhnaa
mai.n samundar dekhtii huu.n tum kinaara dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
merii aaGosh se kyaa hii vo ta.Dap kar nikle
un kaa jaanaa thaa ilaahii ki ye jaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
KHushaa ishaara-e-paiham zahe sukuut-e-nazar
daraaz ho ke fasaana hai muKHtasar phir bhii