SEARCH RESULTS
Showing search results for "asnaad"
Ghazal MATCHES FOR "asnaad"
Ghazal
disco ke muGannii kii jhalak dekh ke majnuu.n
chiiKHaa ki madad kiijiye ustaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
dil pahu.nchaa achaanak hii tayaqqun kii fazaa tak
sab vahm-o-gumaa.n ishq kii asnaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
log asnaad ke kashkol liye phirte hai.n
kitnaa be-suud hai is daur me.n pa.Dhnaa likhnaa
Mohsin Zaidi
Ghazal
jaise ham kaar-e-jahaa.n ke liye mauzuu.n hii na ho.n
ham ko lauTaa diyaa jaataa rahaa asnaad samet
Komal Joya
Ghazal
dil par hai mire KHema-e-har-aabla asnaad
kyaa kiijiye ki ye lashkar-e-Gam uTh nahii.n saktaa
Shah Naseer
Ghazal
aqiidat kab thii isnaad-e-shu.uur-e-fahm kii qaa.il
hujuum-e-shahr kaa kuchh paarsaa iimaan the lekin
Sarwar Arman
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
dil se ga.ii na masnad o asnaad kii havas
paiham tavaaf-e-shahr-e-hunar kar liyaa to kyaa
Talib Ansari
Ghazal
kaun letaa hai ye isnaad ke Tuk.Do.n ko yahaa.n
mai.n ne tamGe mirii sarkaar nahii.n beche hai.n
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
muddato.n be-rozgaarii ne rulaayaa is qadar
aa.nsu.o.n me.n bah ga.ii file mirii asnaad kii
Sheeraz Sagar
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
vahshat-e-KHvaab-e-adam shor-e-tamaashaa hai 'asad'
jo maza jauhar nahii.n aa.iina-e-ta.abiir kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tujh ko puujaa hai ki asnaam-parastii kii hai
mai.n ne vahdat ke mafaahiim kii kasrat kar dii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bedaad-e-ishq se nahii.n Dartaa magar 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is rang se uThaa.ii kal us ne 'asad' kii na.ash
dushman bhii jis ko dekh ke Gamnaak ho ga.e