SEARCH RESULTS
Showing search results for "asnaad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "asnaad"
Ghazal
disco ke muGannii kii jhalak dekh ke majnuu.n
chiiKHaa ki madad kiijiye ustaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
dil pahu.nchaa achaanak hii tayaqqun kii fazaa tak
sab vahm-o-gumaa.n ishq kii asnaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
log asnaad ke kashkol liye phirte hai.n
kitnaa be-suud hai is daur me.n pa.Dhnaa likhnaa
Mohsin Zaidi
PAGE MATCHES FOR "asnaad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "asnaad"
Ghazal
aqiidat kab thii isnaad-e-shu.uur-e-fahm kii qaa.il
hujuum-e-shahr kaa kuchh paarsaa iimaan the lekin
Sarwar Arman
Sher
ham ne to unhe.n jaamia se naqd KHariidaa
phir kis tarah ja.alii hu.ii.n asnaad hamaarii
Sarfaraz Shahid
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
dil se ga.ii na masnad o asnaad kii havas
paiham tavaaf-e-shahr-e-hunar kar liyaa to kyaa
Talib Ansari
Rubai
asnaad kaa pindaar na daulat kaa KHumaar
hotaa hai sharaafat se mushaKHKHas insaan
Manzoor Husain shor
Ghazal
kaun letaa hai ye isnaad ke Tuk.Do.n ko yahaa.n
mai.n ne tamGe mirii sarkaar nahii.n beche hai.n
Rasheed Sandeelvi
Ghazal
muddato.n be-rozgaarii ne rulaayaa is qadar
aa.nsu.o.n me.n bah ga.ii file mirii asnaad kii
Sheeraz Sagar
Ghazal
Gam-e-hastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaaj
sham.a har rang me.n jaltii hai sahar hote tak














