SEARCH RESULTS
Showing search results for "asr-e-haazir"
Ghazal MATCHES FOR "asr-e-haazir"
Ghazal
asr-e-haazir kaa jo insaan nazar aataa hai
bas pareshaan pareshaan nazar aataa hai
Ahsan Imam Ahsan
Ghazal
kaam maazii kii ye saada-nigahii kyaa aatii
asr-e-haazir tire pechiida savaalo.n ke liye
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ye butaan-e-asr-e-haazir ki bane hai.n madrase me.n
na adaa-e-kaafiraana na taraash-e-aazraana
Allama Iqbal
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
saaz-e-asr-e-haazir par naGma-e-kuhan yaaro
hosh me.n ab aa jaa.o mere ham-vatan yaaro
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
Saadat Aabidi
Ghazal
sunaa hai tuu bhii masiihaa-e-asr-e-haazir hai
magar ilaaj-e-Gam-e-rozgaar ho to sahii
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
is tilism-e-asr-e-haazir se jab aa.nkhe.n jal uThii.n
duur jaltaa ik charaaG-e-ism-e-aazam dekhnaa
Qamar Siddiqi
Ghazal
Hasan Jafari
Ghazal
‘asr-e-haazir me.n hu.ii hai.n duuriyaa.n kam
faasle lekin dilo.n ke ba.Dh ga.e hai.n
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
ham-nazar aur ham-KHayaal kahaa.n
asr-e-haazir hai hasb-e-haal kahaa.n
Mansooruddin Quraishi Mansoor
Ghazal
apnii aashufta-sarii kaa jo mudaavaa kartaa
asr-e-haazir me.n ko.ii aisaa sahaaraa hii nahii.n
Bismil Aazmi
Ghazal
asr-e-haazir me.n ko.ii chiiz bhii anmol nahii.n
ishq kii aan bike husn kaa pindaar bike
Wahid Premi
Ghazal
hosh jaate rahe 'mumtaaz' ke shaayad logo
asr-e-haazir me.n vo jiine kii du.aa maa.nge hai
Mumtaz Mirza
Ghazal
asr-e-haazir kaa taqaazaa to yahii hai 'monis'
raaz kii baat hai ham-raaz badalte rahiye