SEARCH RESULTS
Showing search results for "atom"
Ghazal MATCHES FOR "atom"
Ghazal
zamiin o aasmaa.n larzaa.n hai.n jis se
mire naale hai.n atom-bomb nahii.n hai
Shauq Bahraichi
Ghazal
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Aslam Gurdaspuri
Ghazal
zindagii dushvaar hai atom bamo.n ke daur me.n
vaaqa.ii achchhe rahe jo ham se pahle mar liye
Ustad Rampuri
Ghazal
patthar ke zamaane se atom ke zamaane tak
pa.Dhte hii chale jaa.o insaa.n kii kahaanii hai
Vaqar Siddiqui
Ghazal
manaa.e.n KHair apnii jaan kii sab
ki mahfil me.n vo atom-bam nahii.n hai
Mazharul Qayyum Mazhar
Ghazal
Ali Akbar Natiq
Ghazal
atomii bam ke dhamaako.n me.n pale bachcho.n ko
kaise miTTii ke khilauno.n se lubhaayaa jaa.e
Haleema Sadiya Shagufta
Ghazal
kam-nazar hai.n vo jo kamzor samajhte hai.n mujhe
atomii daur kii taaqat huu.n tavaanaa.ii huu.n
Saeedullah Khan Ufuq
Ghazal
ridaa-e-sabr me.n lipTe hu.e ye sant faqiir
samasyaa.o.n kaa uttam upaa.e rakhte hai.n
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
sabab hai.n apnii tabaahii kaa atomii hathiyaar
havaa me.n aadmii ke u.Dte parKHache dekhe