SEARCH RESULTS
Showing search results for "attorney"
Ghazal MATCHES FOR "attorney"
Ghazal
dar-e-qafas pe a.ndhere kii mohr lagtii hai
to 'faiz' dil me.n sitaare utarne lagte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
tamaam raat nahaayaa thaa shahr baarish me.n
vo rang utar hii ga.e jo utarne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
aaKHirii naav na aa.ii to kahaa.n jaa.uu.ngaa
shaam se paar utarne ke liye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
dastake.n bhii dene par dar agar na khultaa ho
sii.Dhiyaa.n utarne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
chaahaa to chaahato.n kii hado.n se guzar ga.e
nashsha mohabbato.n kaa utarne nahii.n diyaa
Adeem Hashmi
Ghazal
jo qurbato.n ke nashe the vo ab utarne lage
havaa chalii hai to jho.nke udaas karne lage
Ahmad Faraz
Ghazal
mirii vafaa.o.n kaa nashsha utaarne vaalaa
kahaa.n gayaa mujhe ha.ns ha.ns ke haarne vaalaa
Waseem Barelvi
Ghazal
un ko bhii utaaraa hai ba.De shauq se ham ne
jo naqsh abhii dil me.n utarne ke nahii.n the
Zakariya Shaz
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
is bulandii KHauf se aazaad ho us ne kahaa
chaa.nd se jab bhii kahaa niiche utarne ke liye
Shahryar
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
cha.Dhaa hu.aa hai jo dariyaa utarne vaalaa hai
ab is kahaanii kaa kirdaar marne vaalaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
pahlaa bhii duusraa hii kinaara ho jis tarah
haalat vahii hai paar utarne ke baavajuud
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.nkh se bhalaa dil kaa faasla hii kitnaa hai
sii.Dhiyaa.n utarne me.n der kitnii lagtii hai
Naseer Baloch
Ghazal
zabt itnaa ki charaaGo.n se hu.e mahv-e-kalaam
yaad itnii ki tujhe dil se utarne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
aa hii gayaa vo mujh ko lahad me.n utaarne
Gaflat zaraa na kii mire Gaflat-shi.aar ne
Hafeez Jalandhari
Ghazal
rago.n me.n zahr-e-KHamoshii utarne se zaraa pahle
bahut ta.Dpii ko.ii aavaaz marne se zaraa pahle