SEARCH RESULTS
Showing search results for "ayaal"
Ghazal MATCHES FOR "ayaal"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
palaT ke jaanib-e-ahl-o-ayaal dekhtaa huu.n
kabhii jab apne lahuu me.n ubaal dekhtaa huu.n
Khurshid Talab
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii na sochaa 'umar' us ko Thes pahu.nchegii
use mirii mujhe fikr-e-ayaal rah ga.ii thii
aabid umar
Ghazal
mez pe roz sub.h-dam taaza gulaab dekh kar
lagtaa nahii.n ki ho ko.ii mujh saa mire ayaal me.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
mai.n qaatilo.n kii nigaaho.n se bach ke bhaag aayaa
ki mere saath the mere ayaal kyaa kartaa
Noor muneeri
Ghazal
yaa'nii ki 'ishq kiijiye yaa'nii ye 'umr kuchh nahii.n
yaa'nii ki shauq aur shai ahl-o-ayaal aur shai
Azad Husain Azad
Ghazal
mirii sarisht me.n vo laa-shariik thaa ki mujhe
KHudaa-e-saahab-e-ahl-o-ayaal bhii na kiyaa
Saghar Mehdi
Ghazal
Dar ye nahii.n ki hijr me.n jiinaa muhaal hai
Dar hai ki KHaaksaar kasiir-ul-'ayaal hai
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
gumaa.n ke raKHsh-e-subuk kii ayaal thaame hu.e
bhaTak rahaa huu.n junuu.n me.n KHayaal thaame hu.e
Asim Bakhshi
Ghazal
usii ke dam se mo'attar hai kaarvaan-e-hayaat
hai mere ghar me.n jo ahl-o-'ayaal kii KHush-buu
Habiba Ikram
Ghazal
palaT ke jaane kii himmat muhaajiro.n me.n na thii
vatan se bhii ga.e ahl-o-'ayaal se bhii ga.e
Javed Akram Farooqi
Ghazal
ai mohabbat tire anjaam pe ronaa aayaa
jaane kyuu.n aaj tire naam pe ronaa aayaa