SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab-e-aliim"
Ghazal MATCHES FOR "azaab-e-aliim"
Ghazal
vaa.iz buto.n ko KHuld me.n le jaa.e.nge kahii.n
hai va.ada kaafiro.n se azaab-e-aliim kaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Waheed Quraishi
Ghazal
jinhe.n yaad the fasaane bahut apne baazu.o.n ke
ai 'aliim' muzmahil se vo dam-e-nabard kyuu.n hai.n
Aleem Usmani
Ghazal
Aleem Usmani
Ghazal
Syed Alim Wasti
Ghazal
Syed Alim Wasti
Ghazal
azaab aa.e the aise ki phir na ghar se ga.e
vo zinda log mire ghar ke jaise mar se ga.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
lillaah ham se qissa-e-'aalim' na puuchhiye
sunte hai.n laash par ko.ii bhii nauha-KHvaa.n na thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ho agar zinda tum ai 'aalim' to ab hoshyaar ho
kab talak soyaa karoge thak gayaa zaanuu-e-dost
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
jo log 'aliim' apnii jagah miir bane hai.n
ash.aar ko vo tarz-e-adaa kyuu.n nahii.n dete
Aleem Usmani
Ghazal
mai.n huu.n shahiid-e-raah-e-mohabbat magar 'aliim'
meraa Galat pata mirii lauh-e-mazaar de
Aleem Usmani
Ghazal
kuchh vahshiyo.n pe rang bahaaro.n se the 'aliim'
kuchh ehtimaam tauq-o-salaasil se aa.e hai.n
Aleem Usmani
Ghazal
ham to qaa.il hii nahii.n mahduud-e-ulfat ke 'aliim'
ham ko ulfat ke liye saaraa zamaana chaahiye
Aleem Usmani
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
azaab jin kaa tabassum savaab jin kii nigaah
khi.nchii hu.ii hai.n pas-e-jaa.n ye suurate.n kaisii
Obaidullah Aleem
Ghazal
havaa-e-ra.ng-e-do-aalam me.n jaagtii hu.ii lai
'aliim' hii kahii.n naGma-saraa saa lagtaa hai
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
qismat-e-shab-zadagaa.n jaag hii jaa.egii 'aliim'
jaras-e-qaafila-e-KHush-KHabraa.n hai.n ham log