SEARCH RESULTS
Showing search results for "azaab-e-safar"
Ghazal MATCHES FOR "azaab-e-safar"
Ghazal
haalaa.nki mai.n asiir-e-azaab-e-safar na thaa
ye aur baat hai ki miraa ko.ii ghar na thaa
Iqbal Anjum
Ghazal
azaab-e-raKHt-e-safar se KHamosh hote hu.e
kisii ko dekhaa hai KHaana-ba-dosh hote hu.e
Rakesh Dilbar
Ghazal
ab kaun ye samjhegaa 'safar' bar-sar-e-maqtal
ham larza-bar-andaam hai.n yaa jhuum rahe hai.n
Safar Naqvi
Ghazal
ik yaad sar-e-shaam safar kartii rahegii
aur qarya-e-jaa.n kuu-e-butaa.n hotaa rahegaa
Safar Naqvi
Ghazal
qasiim-e-'ishq hai ulfat luTaa luTaa ke 'safar'
vujuud-e-nutfa-e-shar ko miTaa.e detaa hai
Safar Naqvi
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
ye kaun phir se unhii.n raasto.n me.n chho.D gayaa
abhii abhii to azaab-e-safar se niklaa thaa
Ahmad Faraz
Ghazal
rafiiq-e-samt-e-safar hogii jo havaa hogii
ye soch kar na safiine kaa baadbaan giraa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pa.Daav Daale.n kahaa.n raaste me.n shaam hu.ii
bha.nvar hai.n saamne raKHt-e-safar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
chand saa.nse.n hai.n miraa raKHt-e-safar hii kitnaa
chaahiye zindagii karne ko hunar hii kitnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
aur kyaa mujh se ko.ii saahib-nazar le jaa.egaa
apne chehre par mirii gard-e-safar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
karo jo kar sako bikhre hu.e vujuud ko jam'
ki kuchh na kuchh to Gubaar-e-safar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
na daamano.n me.n yahaa.n KHaak-e-rahguzar baa.ndho
misaal nik.hat-e-gul mahmil-e-safar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
thakan kii dhuup Dhalii bhii nahii.n thii sar se abhii
azaab-e-hukm-e-safar mujh pe phir utar aayaa
Javed Akram Farooqi
Ghazal
ai ham-safar ye azm-e-safar to bajaa sahii
dar-pesh ho na zahmat-e-tuul-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
kitnaa ba.Daa azaab hai baatin kii kashmakash
aa.iina sab kaa garmii-e-jauhar se kaT gayaa