SEARCH RESULTS
Showing search results for "aziiz-e-man"
Ghazal MATCHES FOR "aziiz-e-man"
Ghazal
bahut dino.n se nayaa zaKHm mil nahii.n paayaa
aziiz-e-man ye chamak saarii pichhle saal kii hai
Wasim Nadir
Ghazal
KHirad kii rah jo chalaa mai.n to dil ne mujh se kahaa
aziiz-e-man ''ba-salaamat-ravii o baaz-aa.ii''
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
vo sune.n yaa na sune.n naala-o-fariyaad 'aziiz'
aap hargiz na kare.n tark taqaazaa apnaa
Aziz Hyderabadi
Ghazal
mere daaman pe chashm-e-karam ai KHudaa
mai.n musaafir thaa gard-e-safar lag ga.ii
Aziz Nehtauri
Ghazal
aataa nahii.n kasii pe dil-e-bad-gumaa.n 'aziiz'
jamtii nahii.n kasii pe nazar intiKHaab kii
Aziz Hyderabadi
Ghazal
ai 'aziiz' us kaa har ik shai se hai jalva zaahir
phir samajh me.n nahii.n aataa ki ye parda kyaa hai
Aziz Nehtauri
Ghazal
aas dil me.n tire aane kii lagaa.e rakkhuu.n
ik diyaa roz sar-e-shaam jalaa.e rakkhuu.n
Aziz Nehtauri
Ghazal
Aziz Hyderabadi
Ghazal
Aziz Hyderabadi
Ghazal
pahle ummiid me.n jiite the bahaar aane kii
jab bahaar aa.ii to jiine kaa sahaaraa TuuTaa
Azeez Mubarakpur
Ghazal
sulh-juu.ii kii tamannaa me.n shab-o-roz 'aziiz'
yak jahaa.n muztarib-e-ja.ng nazar aataa hai
Aziz Hyderabadi
Ghazal
Aziz Hyderabadi
Ghazal
saabit ye kar rahii hai mirii aah-e-aatishii.n
siine me.n Gam kii aag bha.Daktii zaruur hai
Azeez Mubarakpur
Ghazal
ham luTaa de.nge mohabbat me.n mataa-e-hastii
ham dikhaa de.nge iraade ke agar pakke hai.n