SEARCH RESULTS
Showing search results for "azm-e-mustaqil"
Ghazal MATCHES FOR "azm-e-mustaqil"
Ghazal
fareb de na kahii.n azm-e-mustaqil meraa
hujuum-e-yaas se ghabraa na jaa.e dil meraa
Hamid Allahabadi
Ghazal
to azm-e-tark-e-ishq pe qaa.em to hai magar
tujh me.n ye chand roz se larziida kaun hai
Azm Bahzad
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
Akhtar Azad
Ghazal
us bazm-e-suKHan me.n ham kyaa pahu.nche ki shor uTThaa
lo 'azm' ko.ii zaKHmii tahriir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
itne daavo.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai
'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
qisa-e-rafta ko dohraa to liyaa 'azm' magar
kis masaafat pe tumhe.n be-vatanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
azm KHud ko kaarvaan-e-nafaa me.n shaamil na kar
tere shaano.n par abhii baar-e-ziyaa.n maujuud hai
Azm Bahzad
Ghazal
itne daa.o.n se guzar kar ye KHayaal aataa hai
'azm' kyaa tum ne kabhii harf-e-nadaamat likhkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
sunaa rahe ho yuu.n vahshat me.n haal-e-Gam jo 'azm'
hu.aa vo naala-e-dil dard kaa bayaa.n na hu.aa
Abdul Ghaffar Azm
Ghazal
raah-e-talab me.n azm-e-tajassus javaa.n rahe
manzil jo be-nishaa.n hai mirii be-nishaa.n rahe
Naresh M. A
Ghazal
ai ham-safar ye azm-e-safar to bajaa sahii
dar-pesh ho na zahmat-e-tuul-e-safar kahii.n
Kanval M. A
Ghazal
jaane kis mo.D pe kyaa haadisa pesh aa jaa.e
mustaqil jeb me.n ham apnaa pata rakhte hai.n