SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-arz-e-bisaat-e-vajuud"
Ghazal MATCHES FOR "ba-arz-e-bisaat-e-vajuud"
Ghazal
aalam jahaa.n ba-arz-e-bisaat-e-vajuud thaa
juu.n sub.h chaak-e-jeb mujhe taar-o-puud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
khulii na zulf pe kuchh bhii mirii pareshaanii
banaa hazaar zabaa.n arz-e-muu-ba-muu ke liye
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
ba.De-ba.Do.n pe bhii 'maajid' ba-naam-e-arz-e-vatan
jo e'timaad thaa al-qissa muKHtasar na rahaa
Majid Siddiqui
Ghazal
arz-e-alam ba-tarz-e-tamaashaa bhii chaahiye
duniyaa ko haal hii nahii.n huliya bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
ba-qadr-e-zauq-e-tapish ruKHsat-e-tapish na milii
bisaat-e-aalam-e-imkaa.n hai kis qadar mahduud
Syed Wajid Ali Farrukh Banarsi
Ghazal
ba-araaz-gaah-e-'ibrat che bahaar-o-kuu tamaashaa
ki nigaah hai siyah-posh ba-'azaa-e-zindagaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
ba-pesh-e-jur.at-e-tark-e-umiid-e-yaas fazaa
bisaat-e-aalam-e-umiid-e-aa.n to kuchh bhii nahii.n
Hadis Salsal
Ghazal
na ho ba-harzah bayaabaa.n-navard-e-vahm-e-vajuud
hanuuz tere tasavvur me.n hai nasheb-o-faraaz
Mirza Ghalib
Ghazal
hasrat-e-nashsha-e-vahshat na ba-sa.i-e-dil hai
arz-e-KHamiyaaza-e-majnuu.n hai garebaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
bisaat-e-arz basiit aasmaan kis kaa hai
hamaare dil me.n nihaa.n ye jahaan kis kaa hai
Shatir Hakeemi
Ghazal
meraa kamaal ye hai bisaat-e-kamaal par
shaaho.n ke ruu-ba-ruu mai.n piyaada suKHan karuu.n
Yawar Azeem
Ghazal
Abdul Kareem Majrooh Siddiqi
Ghazal
ruu-ba-ruu us ke lab-e-arz-e-tamannaa na hile
zor-e-afsuun-e-nazar se ga.e bilkul baa.ndhe
Ismail Merathi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bisaat-e-arz pe chaahuu.n to phail jaa.uu.n mai.n
ho ramz-e-yaar to dil me.n simaT bhii saktaa huu.n