SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-badnaamii"
Ghazal MATCHES FOR "ba-badnaamii"
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
dekhiye be-badanii kaun kahegaa qaatil hai
saaya-aasaa jo phire us ko paka.Dnaa mushkil hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
baat kahne ke liye baat banaa.ii na ga.ii
ham se baaraat farebo.n kii sajaa.ii na ga.ii
Charkh Chinioti
Ghazal
ham ne 'badnaam' mohabbat ko likhaa lafz-e-'aziim
be-sabab kufr kaa ilzaam lagaayaa us ne
Anwar Badnam
Ghazal
kisii KHush-fahmii me.n rahtaa hai tuu badnaam-'nazar'
kaun rakkhegaa tujhe yaad bhalaa tere baa'd
Badnam Nazar
Ghazal
fazaa me.n surma.ii chaadar tanii hai shaam hu.ii
tire KHayaal kii raftaar tez-gaam hu.ii
Ashhar Nadeemi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
KHauf-e-badnaamii se tujh paas na aa.e varna
ham ka.ii baar sun ai yaar uThe aur baiThe
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
KHuub lagtii hai agar bad-naamii-e-aashiq tujhe
aah kartaa huu.n ki shohra jaa-ba-jaa ho jaa.egaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
raaz-e-chashm-e-mai-guu.n hai kaif-e-mudda.aa meraa
Gair kii nazar se hai duur mai-kadaa meraa
Ali Manzoor Hyderabadi
Ghazal
Syed Ghafir Rizvi Falak Chhaulsi
Ghazal
tujh se mansuub rahuu.n terii kahii jaa.uu.n piyaa
tirii nisbat se likhii aur pa.Dhii jaa.uu.n piyaa
Jina Quraishi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
log kahte hai.n ki bad-naamii se bachnaa chaahiye
keh do be us ke javaanii kaa mazaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Nabi Bakhsh Nayab
Ghazal
tamaam umr rahii.n zer-e-lab mulaaqaate.n
na us ne baat ba.Dhaa.ii na ham ne ho.nT siye
Shahzad Ahmad
Ghazal
kyuu.n zabt-o-ehtiyaat me.n guzre tamaam umr
is muntashir dimaaG ko bas barhamii mile
Yaqoob Rahi
Ghazal
ho jaa.e mukammal to afsaana-e-dil likh duu.n
kuchh baat ghaTaanii hai kuchh baat ba.Dhaanii hai