SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-dast"
Ghazal MATCHES FOR "ba-dast"
Ghazal
tesha-ba-dast aa mire aazar taraash de
be-Dol hai bahut miraa paikar taraash de
Ashfaque Anjum
Ghazal
ham sho.ala-ba-dast itnii mohabbat se jale hai.n
jo dekhne vaale the vo hasrat se jale hai.n
Akram Jazib
Ghazal
letaa hai jaan merii to me.n sar-ba-dast huu.n
ai yaar mai.n to kushta-e-roz-e-alast huu.n
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mish.al-ba-kaf kabhii to kabhii dil-ba-dast thaa
mai.n sail-e-tiirgii me.n tajallii-parast thaa
Ibrahim Ashk
Ghazal
alam-ba-dast kahii.n aa.ina-ba-kaf huu.n mai.n
tire KHilaaf har ik samt saf-ba-saf huu.n mai.n
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
KHanjar-ba-dast hai na jahaa.n sar-ba-kaf ko.ii
aasaar-e-zindagii ke nahii.n us taraf ko.ii
Azeez Baghravi
Ghazal
kyaa kyaa ba-dast-e-Gaib sabhii ne liyaa na thaa
lekin mirii vafaa kaa ko.ii bhii sila na thaa
Jameel Malik
Ghazal
kyaa kyaa ba-dast-e-Gaib sabhii ne liyaa na thaa
lekin mirii vafaa kaa ko.ii bhii sila na thaa
Jameel Malik
Ghazal
mai.n gul-ba-dast thii aur saaraa shahr sang-ba-dast
bhalaa hu.aa mirii bastii se vo chalaa hii gayaa
Ishrat Afreen
Ghazal
ek zarb aur bhii ai zindagii-e-tesha-ba-dast
saa.ns lene kii sakat ab bhii mirii jaan me.n hai
Ahmad Faraz
Ghazal
sub.h-e-subuu-ba-dast se ab ke mile.nge ham
daar-o-rasan pe aa.e hai.n rindaana KHvaab me.n
Karrar Noori
Ghazal
galii me.n taak me.n baiThe hai.n tifl-e-sa.ng-ba-dast
ai merii KHvaahish-e-ayyaar aa.ngano.n tak rah