SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-hazaar"
Ghazal MATCHES FOR "ba-hazaar"
Ghazal
ba-hazaar ummiid-vaarii rahii ek ashk-baarii
na hu.aa husuul-e-zaarii ba-juz aastii.n-fishaanii
Mirza Ghalib
Ghazal
Nazish Sahsarami
Ghazal
ba-hazaar sa'y-e-paiham jo na aa sakaa zabaa.n par
vahii raaz kah ga.ii hai mire dil kii ek dha.Dkan
Unwan Chishti
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Basit Bhopali
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Mohammad Amir Azam Quraishi
Ghazal
milii jo manzil-e-imkaa.n ba-justujuu-e-hazaar
ajiib nashsha safar-dar-safar takaan me.n thaa
Naseem Muzaffarpuri
Ghazal
taras rahaa huu.n adam aarmiida KHushbuu ko
kahaa.n se Dhuu.nD ke laa.uu.n ramiida aahuu ko
Krishna Mohan
Ghazal
agarche dil ko le saath apne aayaa ashk miraa
nigaah me.n tirii hargiz na bhaayaa ashk miraa
Baqar Agah Vellori
Ghazal
ab tak shariik-e-mahfil-e-aGyaar kaun hai
ham bevafaa hu.e to KHataa-vaar kaun hai
Zehra Nigaah
Ghazal
hamii.n na kar sake tajdiid-e-aarzuu varna
hazaar baar kisii ke payaam bhii aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
tumhaare shahr me.n kis kis ko aa.ina dikhlaa.e.n
hazaar tarah ke chehre hazaar rang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
hazaar Guncha-e-gul par bahaar aa.ii hai
sabaa chaman se magar be-qaraar aa.ii hai
Kamal Seetapuri
Ghazal
huduud-e-shauq kii manzil se taa-ba-hadd-e-adab
hazaar marhala-e-jaa.n gudaaz o sabr-talab
Suroor Barabankvi
Ghazal
hazaar zaaviya-e-ruuh me.n vo tuu hai jise
ba-hais-e-saahab-e-KHaana makiin rahnaa hai
Shahram Sarmadi
Ghazal
rukaa to raaz khulaa kab se apne ghar me.n thaa
ki meraa ghar to mirii haalat-e-safar me.n thaa